Husn Aur Ishq Ki Ye Mulaqaten Barrhti Gayin

Wasl Ke Mazay Aate Rahe

Lekin Dil Ki Aag Thi

Ke Bujhne Ke Bajaaye Bharrakti Gayi

Lekin Sitamgar Aasmaan

 Aessh Ki Ye Gharriyan Bhala Kaise Dekh Sakta Tha

Zamaane Ko Hamari Ye Khushi

Aik Aankh Na Bhaayi

Do Pyaar Bhare Dil Bicharr Gaye

Aur Zindagi Aik Dard Bhari Fayaad Ban Kar Reh Gayi

 

 

Kuch Mujhko Doston Mein

Numaaya To Kar Gayin

Woh Gardishen Pohonch Ke

Jo Mujh Tak Thehar Gayin

Kuch Mujhko Doston Mein

Numaaya To Kar Gayin

Woh Gardishen Pohonch Ke

Jo Mujh Tak Thehar Gayin

Kuch Mujhko Doston Mein

Numaaya To Kar Gayin

 

 

Deewana Poochta Hai Ye

Lehron Se Baar Baar

Deewana Poochta Hai Ye

Lehron Se Baar Baar

Kuch Bastiyaan Yahan Thi

Batao Kidhar Gayin

Woh Gardishen Pohonch Ke

Jo Mujh Tak Thehar Gayin

Kuch Mujhko Doston Mein

Numaaya To Kar Gayin

 

 

Paaya Abhi Unnko Khhu Bhi Diya

Chup Bhi Ho Rahe

Paaya Bhi Unnko Khhu Bhi Diya

Chup Bhi Ho Rahe

Ek Mukhtasir Si Raat Mein

Sadiyaan Guzar Gayin

Woh Gardishen Pohonch Ke

Jo Mujh Tak Thehar Gayin

Kuch Mujhko Doston Mein

Numaaya To Kar Gayin

 

 

Poet : Kaifi Azmi

<<<<Previous Ghazal          This Album        Next Ghazal>>>>

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top