Mujhe Waqt Ne Uss Ke Koche Se Bohat Door Laa Phenka Jahan Usska Tasavvur To Tha Lekin Badan Ki Khushboo Na Thi Har Pal Usska Khayal To Tha Lekin Woh Haseen Aanchal Na Tha Jo Mere Aansoo Jazb Kar Leta …
Aur Kuch Der Pukaronga Chala Jaonga By Rajendra Mehta Poet Kaifi Azmi
To Kyun Na Main In Afsaanon Ko Jo Usski Rehguzar Mein Qadam Qadam Par Bikhre Howe Hain Yunhi Khuwabeeda Chorr Kar Khamoshi Se Wapis Chala Jaaon Main Usski Pur-Sakoon Zindagi Mein Phir Halchal Kyun P…
Tum Pareshaan Na Ho By Rajendra Mehta Poet Kaifi Azmi
Aur Kuch Dair Pukaaronga Chala Jaaonga Aur Kuch Dair Pukaaronga Chala Jaaonga Tum Pareshaan Na Ho Baab-E-Karam Waa Na Karo Tum Pareshaan Na Ho Baab-E-Karam Waa Na Karo Aur Kuch Dair Pukaaronga Chala J…
Tu Khursheed Hai Badalon Mein By Nina & Rajendra Mehta Poet Kaifi Azmi
Listen BelowUdhar Pyaasi Dharti Pe Badal Barse Idhar Uss Sitamgar Ne Nigaahon Se Sharab Chalkaani Shuru Ki Masti Bhari Aankhon Se Pyaar Ke Chashme Ubalne Lage Aur Thakay Howe Badan Mein Nayi Rooh Aa …
Laee Phir Ek Laghzish E Mastana By Nina & Rajendra Mehta Poet Kaifi Azmi
Lekin Kahin Aisa To Nahin Ke Ye Mera Khayal Hi Khayal Ho Aur Usne Mere Wajood Ko Apne Dil-O-Damagh Se Nikal Hi Diya Ho Woh Kisi Aur Ki Ho Gayi Ho Aah Na Saba Uska Pata Deti Hai Na Bu-E-Gul Uska Paigha…
Kuch Mujhko Doston Mein Numaaya By Nina & Rajendra Mehta Poet Kaifi Azmi
Husn Aur Ishq Ki Ye Mulaqaten Barrhti Gayin Wasl Ke Mazay Aate Rahe Lekin Dil Ki Aag Thi Ke Bujhne Ke Bajaaye Bharrakti Gayi Lekin Sitamgar Aasmaan Aessh Ki Ye Gharriyan Bhala Kaise Dekh Sakta Tha Z…
Jab Bhi Choom Leta Hoon By Rajendra Mehta Poet Kaifi Azmi
Shaukhi Aur Masti Husn Aur Nazakat Ka Ye Dilkash Paikar Mere Khayal Ka Rafiq Aur Meri Aarzoo’on Ka Markaz Ban Gaya Bas Ussi Ki Tamanna Mein Mere Din Raat Guzarne Lage Aur Woh Haseen Kafir Mera Mud-Daw…
Do Din Ki Zindagi Mein Bhi Kitne Khalal Parre By Nina Mehta Poet Kaifi Azmi
Ye Shaam Bhi Kahan Howi Ye Raat Kis Manzil Par Aa Kar Thehar Gayi Qismat Phir Ussi Kooche Mein Le Aayi Jahan Pehle Pehel Woh Haseen Jagmagata Howa Chehra Shaam Ke Dhundhalkon Se Chaand Ban Kar Ubhra T…
Hanske Bola Karo Bulaya Karo By Nina & Rajendra Mehta Poet Abdul Hameed Adam
Hanske Bola Karo Bulaya Karo Hanske Bola Karo Bulaya Karo Aapka Ghar Hai Aaya Jaaya Karo Hanske Bola Karo Bulaya Karo Aapka Ghar Hai Aaya Jaaya Karo Hanske Bola Karo Bulaya Karo (adsbygoogle =…