Jab Aanchal Raat Ka Lehraaye

Aur Saara Aalam So Jaaye

Tum Mujhse Milne Shamma Jala Kar

Taj Mahal Mein Aa Jaana

Jab Aanchal Raat Ka Lehraaye

Aur Saara Aalam So Jaaye

Tum Mujhse Milne Shamma Jala Kar

Taj Mahal Mein Aa Jaana

Jab Aanchal Raat Ka Lehraaye

Aur Saara Aalam So Jaaye

Tum Mujhse Milne Shamma Jala Kar

Taj Mahal Mein Aa Jaana

Jab Aanchal Raat Ka Lehraaye

 

 

Ye Taj Mahal Jo Chaahat Ki

Aankhon Ka Sunehra Moti Hai

Ye Taj Mahal Jo Chaahat Ki

Aankhon Ka Sunehra Moti Hai

Har Raat Jahan Do Roohon Ki

Khaamoshi Zinda Hoti Hai

Har Raat Jahan Do Roohon Ki

Khaamoshi Zinda Hoti Hai

Is Taj Ke Saaye Mein Aa Kar

Tum Geet Wafa Ka Dohraana

Tum Mujhse Milne Shamma Jala Kar

Taj Mahal Mein Aa Jaana

Jab Aanchal Raat Ka Lehraaye

 

 

Wah Ji Wah Kya Jugalbandi Hai Wah

Zara Dekhiye Kaisa Mahool Banaya Hai

Shaair Ne

 

Tanhaai Hai Jaagi Jaagi Si

Mahool Hai Soya Soya Howa

Tanhaai Hai Jaagi Jaagi Si

Mahool Hai Soya Soya Howa

Jaise Ke Tumhaare Khuwaabon Mein

Khud Taj Mahal Ho Khoya Howa

Jaise Ke Tumhaare Khuwaabon Mein

Khud Taj Mahal Ho Khoya Howa

Ho Taj Mahal Ka Khuwaab Tumhi

Ye Raaz Na Maine Pehchaana

Tum Mujhse Milne Shamma Jala Kar

Taj Mahal Mein Aa Jaana

Jab Aanchal Raat Ka Lehraaye

 

 

Jo Maut Muhabbat Mein Aaye

Woh Jaan Se Barrhkar Pyaari Hai

Jo Maut Muhabbat Mein Aaye

Woh Jaan Se Barrhkar Pyaari Hai

Do Pyaar Bhare Dil Roshan Hain

Go Raat Bohat Andheyaari Hai

Do Pyaar Bhare Dil Roshan Hain

Go Raat Bohat Andheyaari Hai

Tum Raat Ke Is Andheyaare Mein

Bas Aik Jhalak Dikhla Jaana

Tum Mujhse Milne Shamma Jala Kar

Taj Mahal Mein Aa Jaana

Tum Taj Mahal Mein Aa Jaana

Tum Taj Mahal Mein Aa Jaana

 

 

Poet : Prem Warbartani ( Prem Warbartoni )

<<<Previous Ghazal    This Album    Next Ghazal>>>

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top