Mujhe Waqt Ne Uss Ke Koche Se Bohat Door Laa Phenka Jahan Usska Tasavvur To Tha Lekin Badan Ki Khushboo Na Thi Har Pal Usska Khayal To Tha Lekin Woh Haseen Aanchal Na Tha Jo Mere Aansoo Jazb Kar Leta …
Aur Kuch Der Pukaronga Chala Jaonga By Rajendra Mehta Poet Kaifi Azmi
To Kyun Na Main In Afsaanon Ko Jo Usski Rehguzar Mein Qadam Qadam Par Bikhre Howe Hain Yunhi Khuwabeeda Chorr Kar Khamoshi Se Wapis Chala Jaaon Main Usski Pur-Sakoon Zindagi Mein Phir Halchal Kyun P…
Tum Pareshaan Na Ho By Rajendra Mehta Poet Kaifi Azmi
Aur Kuch Dair Pukaaronga Chala Jaaonga Aur Kuch Dair Pukaaronga Chala Jaaonga Tum Pareshaan Na Ho Baab-E-Karam Waa Na Karo Tum Pareshaan Na Ho Baab-E-Karam Waa Na Karo Aur Kuch Dair Pukaaronga Chala J…
Tu Khursheed Hai Badalon Mein By Nina & Rajendra Mehta Poet Kaifi Azmi
Listen BelowUdhar Pyaasi Dharti Pe Badal Barse Idhar Uss Sitamgar Ne Nigaahon Se Sharab Chalkaani Shuru Ki Masti Bhari Aankhon Se Pyaar Ke Chashme Ubalne Lage Aur Thakay Howe Badan Mein Nayi Rooh Aa …
Laee Phir Ek Laghzish E Mastana By Nina & Rajendra Mehta Poet Kaifi Azmi
Lekin Kahin Aisa To Nahin Ke Ye Mera Khayal Hi Khayal Ho Aur Usne Mere Wajood Ko Apne Dil-O-Damagh Se Nikal Hi Diya Ho Woh Kisi Aur Ki Ho Gayi Ho Aah Na Saba Uska Pata Deti Hai Na Bu-E-Gul Uska Paigha…
Kuch Mujhko Doston Mein Numaaya By Nina & Rajendra Mehta Poet Kaifi Azmi
Husn Aur Ishq Ki Ye Mulaqaten Barrhti Gayin Wasl Ke Mazay Aate Rahe Lekin Dil Ki Aag Thi Ke Bujhne Ke Bajaaye Bharrakti Gayi Lekin Sitamgar Aasmaan Aessh Ki Ye Gharriyan Bhala Kaise Dekh Sakta Tha Z…
Jab Bhi Choom Leta Hoon By Rajendra Mehta Poet Kaifi Azmi
Shaukhi Aur Masti Husn Aur Nazakat Ka Ye Dilkash Paikar Mere Khayal Ka Rafiq Aur Meri Aarzoo’on Ka Markaz Ban Gaya Bas Ussi Ki Tamanna Mein Mere Din Raat Guzarne Lage Aur Woh Haseen Kafir Mera Mud-Daw…
Do Din Ki Zindagi Mein Bhi Kitne Khalal Parre By Nina Mehta Poet Kaifi Azmi
Ye Shaam Bhi Kahan Howi Ye Raat Kis Manzil Par Aa Kar Thehar Gayi Qismat Phir Ussi Kooche Mein Le Aayi Jahan Pehle Pehel Woh Haseen Jagmagata Howa Chehra Shaam Ke Dhundhalkon Se Chaand Ban Kar Ubhra T…
Bheega Hua Kaghaz Poetry Book By Mumtaz Rashid
Bheega Hua Kaghaz Poetry Book By Mumtaz Rashid 01 Lahoo Mein Doobi Howi Dard Ki Zubaan Hoon Main 02 Khoon E Ehsaas Ko Mojoon Ki…
Rang Alfaaz Ka Alfaaz Se Gehra Chaahon By Mumtaz Rashid
Rang Alfaaz Ka Alfaaz Se Gehra ChaahonBaat Karne Ke Liye Apna Hi Lehja Chaahon Hai Thakan Aisi Mera Paar Utarna Hai Mahaal Tishnagi Woh Hai Ke Behta Howa Darya Chaahon Kam Nazar Hai Jo Karay Teri …
Mehroomiyun Ki Dhool Se Har Naqsh Hai Dhundhla Tera By Mumtaz Rashid
Mehroomiyun Ki Dhool Se Har Naqsh Hai Dhundhla Tera Main Ne Kabhi Ae Zindagi Dekha Nahin Chehra Tera Meray Palatt Jaane Mein Hai Teri Khamoshi Ka Bharam Waaqif Hoon Main Is Morr Par Kya Faisla Hoga…
Lafz Khhu Jayenge Kya Apni Safaai Dega By Mumtaz Rashid
Lafz Khhu Jayenge Kya Apni Safaai Dega Shor Itna Hai Yahan Kuch Na Sunaai Dega Jaane Kyun Tujh Pe Gumaan Hota Hai Uss Lamhe Ka Jo Mujhe Waqt Ke Zindaan Se Rihaai Dega Woh Bichharr Jaayega Tujh Se …