Bheega Hua Kaghaz Poetry Book By Mumtaz Rashid
Bheega Hua Kaghaz Poetry Book By Mumtaz Rashid

                                  Bheega Hua Kaghaz                                        Poetry Book By Mumtaz Rashid 01 Lahoo Mein Doobi Howi Dard Ki Zubaan Hoon Main 02 Khoon E Ehsaas Ko Mojoon Ki…

Read more »
09 Oct 2021

Rang Alfaaz Ka Alfaaz Se Gehra Chaahon By Mumtaz Rashid
Rang Alfaaz Ka Alfaaz Se Gehra Chaahon By Mumtaz Rashid

Rang Alfaaz Ka Alfaaz Se Gehra ChaahonBaat Karne Ke Liye Apna Hi Lehja Chaahon   Hai Thakan Aisi Mera Paar Utarna Hai Mahaal Tishnagi Woh Hai Ke Behta Howa Darya Chaahon   Kam Nazar Hai Jo Karay Teri …

Read more »
09 Oct 2021

Mehroomiyun Ki Dhool Se Har Naqsh Hai Dhundhla Tera By Mumtaz Rashid
Mehroomiyun Ki Dhool Se Har Naqsh Hai Dhundhla Tera By Mumtaz Rashid

Mehroomiyun Ki Dhool Se Har Naqsh Hai Dhundhla Tera Main Ne Kabhi Ae Zindagi Dekha Nahin Chehra Tera   Meray Palatt Jaane Mein Hai Teri Khamoshi Ka Bharam Waaqif Hoon Main Is Morr Par Kya Faisla Hoga…

Read more »
09 Oct 2021

Lafz Khhu Jayenge Kya Apni Safaai Dega By Mumtaz Rashid
Lafz Khhu Jayenge Kya Apni Safaai Dega By Mumtaz Rashid

Lafz Khhu Jayenge Kya Apni Safaai Dega Shor Itna Hai Yahan Kuch Na Sunaai Dega   Jaane Kyun Tujh Pe Gumaan Hota Hai Uss Lamhe Ka Jo Mujhe Waqt Ke Zindaan Se Rihaai Dega   Woh Bichharr Jaayega Tujh Se …

Read more »
09 Oct 2021

Akeli Shaam Hai Ussko Pukaar Aaye Koi By Mumtaz Rashid
Akeli Shaam Hai Ussko Pukaar Aaye Koi By Mumtaz Rashid

Akeli Shaam Hai Ussko Pukaar Aaye Koi Jo Bojh Dil Pe Hai * Rashid * Utaar Aaye Koi   Meray Liye To Rafaqat Hi Teri  Sab Kuch Hai To Chaahta Hai Shajar Saayadaar Aaye Koi   Hawaa’on Mein Bhi Charaaghon…

Read more »
09 Oct 2021

Na Paas Aata Hai Woh Aur Na Door Jaata Hai By Mumtaz Rashid
Na Paas Aata Hai Woh Aur Na Door Jaata Hai By Mumtaz Rashid

Na Paas Aata Hai Woh Aur Na Door Jaata Hai Ajab Tarah Se Meri Tishnagi Barrhata Hai   Ye Kaisi Aag Hai Jis Mein Koi Tapissh Na Dhuwaan Ye Kaisa Rabt Hai Jo Faaslay Barrhata Hai   Talaash Hai Ussey Kho…

Read more »
09 Oct 2021

Bikharta Aise Ke Main Bhi Simmatt Na Paata Tha By Mumtaz Rashid
Bikharta Aise Ke Main Bhi Simmatt Na Paata Tha By Mumtaz Rashid

Bikharta Aise Ke Main Bhi Simmatt Na Paata Tha Qareeb Aa Ke Woh Khushboo Sa Phail Jaata Tha   Ussey Qabool Thi Jaise Meri Har Aik Laghzish Meri Khataa’on Pe Woh Aise Muskuraata Tha   Sapurdagi Thi Kuc…

Read more »
09 Oct 2021

Kisi Ki Dhaal Banay Kab Kisi Mein Yaara Hai By Mumtaz Rashid
Kisi Ki Dhaal Banay Kab Kisi Mein Yaara Hai By Mumtaz Rashid

Kisi Ki Dhaal Banay Kab Kisi Mein Yaara Hai Har Aik Jism Hawaa’on Se Paara Paara Hai   Jahan Jahan Bhi Gira Khaak-E-Shab Chamak Utthhi Mera Lahoo Bhi Sulagta Howa Sharaara Hai   Meri Sadaa Ka Nishaan …

Read more »
09 Oct 2021

Dil Ko Sehra Aankh Ko Pathhar Bana Kar Aaye Hain By Mumtaz Rashid
Dil Ko Sehra Aankh Ko Pathhar Bana Kar Aaye Hain By Mumtaz Rashid

Dil Ko Sehra Aankh Ko Pathhar Bana Kar Aaye Hain Yun Laga Jab Tujh Ko Mitti Mein Chhupaa Kar Aaye Hain   Faasle Thay Darmiyaan Phir Bhi Ye Kaisa Rabt Tha Usske Aansoo Meri Palkon Tak Bara-Bar Aaye Hai…

Read more »
09 Oct 2021

Har Aik Marhala Naqsh-E-Ziyaan Hai Mere Liye By Mumtaz Rashid
Har Aik Marhala Naqsh-E-Ziyaan Hai Mere Liye By Mumtaz Rashid

Har Aik Marhala Naqsh-E-Ziyaan Hai Mere Liye Tera Khuloos Bhi Ab Raayegaan Hai Mere Liye   Bichharr Ke Tujhse Karon Kya Main Aansoo’on Ka Shumaar Ye Silsila To Kiraan-Ta-Kiraan  Hai Mere Liye   Ma’aal…

Read more »
09 Oct 2021

Paas Aa Kar Bhi Anaa Hai Tujh Mein By Mumtaz Rashid
Paas Aa Kar Bhi Anaa Hai Tujh Mein By Mumtaz Rashid

Paas Aa Kar Bhi Anaa Hai Tujh Mein Ye Jhalak Sab Se Judaa Hai Tujh Mein   Sang-E-Saada Nazar Aane Walay Har Haseen Lamas Naya Hai Tujh Mein   Chhoona Chaahon To Bikhar Jaata Hai Mere Khuwaabon Ki Adaa…

Read more »
09 Oct 2021

Rooh Mein Zakham Thay Ehsaas Bhi Pyaasa Nikla By Mumtaz Rashid
Rooh Mein Zakham Thay Ehsaas Bhi Pyaasa Nikla By Mumtaz Rashid

Rooh Mein Zakham Thay Ehsaas Bhi Pyaasa Nikla Ghair Samjhe Thay Jisay Apna Hi Saaya Nikla   Woh Ghhuttan Hai Ke Koi Raasta Milta Hi Nahin Main Teray Shehar Ki Galiyun Mein Kahan Aa Nikla   Raah Mein A…

Read more »
09 Oct 2021

Sakoot E Dasht Ko Woh Maujza Numaai De By Mumtaz Rashid
Sakoot E Dasht Ko Woh Maujza Numaai De By Mumtaz Rashid

Sakoot-E-Dasht Ko Woh Maujza Numaai De Teri Sadaa Mujhe Har Morr Par Sunaai De    Bata Sakega Wohi Umar-E-Gumshuda Ka Suraagh Woh Aik Shakhs Jo Is Bherr Mein Dikhaai De   Kitaab-E-Dard Pe Phailaa Mere…

Read more »
09 Oct 2021

Na Faaslon Mein Khalish Na Raahat Hai Qurbaton Mein By Mumtaz Rashid
Na Faaslon Mein Khalish Na Raahat Hai Qurbaton Mein By Mumtaz Rashid

Na Faaslon Mein Khalish Na Raahat Hai Qurbaton Mein Main Jee Raha Hoon Ajeeb Be-Rang Saa’aton Mein   Koi To Mere Wajood Ki Sarhaden Bataaye Bhatak Raha Hoon Main Kab Se Apni Hi Wus’aton Mein   Tujhe G…

Read more »
09 Oct 2021

Jheel Mein Chaand Nazar Aaye, Thi Hasrat Usski By Mumtaz Rashid
Jheel Mein Chaand Nazar Aaye, Thi Hasrat Usski By Mumtaz Rashid

Jheel Mein Chaand Nazar Aaye, Thi Hasrat Usski Kab Se Aankhon Mein Liye Baitha Hoon Soorat Usski   Aik Din Mere Kinaaron Mein Simmatt Jaayegi Thehre Paani Si Ye Khaamosh Muhabbat Usski   Band Mutthhi …

Read more »
09 Oct 2021

Teray Wajood Pe Parchhaain Ka Gumaan Kaisa By Mumtaz Rashid
Teray Wajood Pe Parchhaain Ka Gumaan Kaisa By Mumtaz Rashid

Teray Wajood Pe Parchhaain Ka Gumaan Kaisa Hai Mere Saamne Ye Dasht-E-Bekaraan Kaisa   Dafeenay Khuwaabon Ke Mitti Ke Mol Bhi Na Liye Bicharr Ke Tujhse Tha Andeshaa-E-Ziyaan Kaisa   Bhattak Rahi Thien…

Read more »
09 Oct 2021

Hain Dhoop Chhaa'on Ki Maanind Chaahaten Usski By Mumtaz Rashid
Hain Dhoop Chhaa'on Ki Maanind Chaahaten Usski By Mumtaz Rashid

Hain Dhoop Chhaa'on Ki Maanind Chaahaten Usski Raqam Karon Main Kahan Tak Hikaayaten Usski   Issi Khayal Se Har Roshni Bujhaa Daali Sulag Rahi Thien Charaaghon Mein Hasraten Usski   Ussay Qareeb Se De…

Read more »
09 Oct 2021

Mausam Ki Sakhtiyun Ki Saza Dijiye Mujhe By Mumtaz Rashid
Mausam Ki Sakhtiyun Ki Saza Dijiye Mujhe By Mumtaz Rashid

Mausam Ki Sakhtiyun Ki Saza Dijiye Mujhe Main Bhi Hoon Barg-E-Khush Jala Dijiye Mujhe   Kya Jaane Kya Banaaye Mujhe Shehar-E-Behissi Pathhar Na Ban Sakon Ye Dua Dijiye Mujhe   Kaaghaz Ki Naao Hoon Mer…

Read more »
09 Oct 2021

Pehchaan Ke Apni Sab Imkaan Mittaati Ja By Mumtaz Rashid
Pehchaan Ke Apni Sab Imkaan Mittaati Ja By Mumtaz Rashid

“Tuk Paa’on Ke Jhaanjhan Ki Jhankaar Sunaati Jaa ” ( Wali Dakkani ) ( Wali Muhammad Wali )                                                 O Pehchaan Ke Apni Sab Imkaan Mittaati Ja Tu Aik Paheli Hai …

Read more »
09 Oct 2021

Koi Halchal Na Sadaa Hai Mujhe Mein By Mumtaz Rashid
Koi Halchal Na Sadaa Hai Mujhe Mein By Mumtaz Rashid

Koi Halchal Na Sadaa Hai Mujhe Mein Jaane Kya Toot Gaya Hai Mujh Mein   Khair Ho Be-Sar-O-Saamaani Ki Woh Bhi Kuch Dhoondh Raha Hai Mujh Mein   Kaun Mitti Ka Khareedaar Yahan Uss Ne Kya Dekh Liya Hai …

Read more »
09 Oct 2021
 
Top