Shaam E Gham Jab Bikhar Gayi Hogi

Shaam E Gham Jab Bikhar Gayi Hogi

Jaane Kis Kis Ke Ghar Gayi Hogi

Shaam E Gham Jab Bikhar Gayi Hogi

Shaam E Gham Jab Bikhar Gayi Hogi

 

 

Itni Larzaan Na Thi Charaagh Ki Lau

Itni Larzaan Na Thi Charaagh Ki Lau

Apne Saaye Se Dar Gayi Hogi

Shaam E Gham Jab Bikhar Gayi Hogi

Shaam E Gham Jab Bikhar Gayi Hogi

 

 

Jis Taraf Woh Safar Pe Nikla Tha

Jis Taraf Woh Safar Pe Nikla Tha

Saari Raunaq Udhar Gayi Hogi

Shaam E Gham Jab Bikhar Gayi Hogi

Shaam E Gham Jab Bikhar Gayi Hogi

 

 

Meri Yaadon Ki Dhoop Chaa’on Mein

Meri Yaadon Ki Dhoop Chaa’on Mein

Usski Soorat Nikhar Gayi Hogi

Shaam E Gham Jab Bikhar Gayi Hogi

Shaam E Gham Jab Bikhar Gayi Hogi

Jaane Kis Kis Ke Ghar Gayi Hogi

Shaam E Gham Jab Bikhar Gayi Hogi

Shaam E Gham Jab Bikhar Gayi Hogi

 

Poet : Mohsin Naqvi


<<<<Previous Ghazal   This Album   Next Ghazal>>>>

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top