Muhabbaton Mein Dikhawe Ki

Dosti Na Mila

Muhabbaton Mein Dikhawe Ki

Dosti Na Mila

Agar Gale Nahin Milta To

Haath Bhi Na Mila

Agar Gale Nahin Milta To

Haath Bhi Na Mila

Muhabbaton Mein Dikhawe Ki

Dosti Na Mila

 

 

Gharon Pe Naam Thay

Naamon Ke Saath Ohde Thay

Gharon Pe Naam Thay

Gharon Pe Naam Thay

Naamon Ke Saath Ohde Thay

Bohat Talaash Kiya

Koi Aadmi Na Mila

Bohat Talaash Kiya

Koi Aadmi Na Mila

Muhabbaton Mein Dikhawe Ki

Dosti Na Mila

 

 

Tamaam Rishton Ko Main

Ghar Pe Chorr Aaya Tha

Tamaam Rishton Ko Main

Ghar Pe Chorr Aaya Tha

Phir Usske Baad Mujhe

Koi Ajnabi Na Mila

Phir Usske Baad Mujhe

Koi Ajnabi Na Mila

Muhabbaton Mein Dikhawe Ki

Dosti Na Mila

 

 

Bohat Ajeeb Hai

Ye Qurbaton Ki Doori Bhi

Bohat Ajeeb Hai

Bohat Ajeeb Hai

Ye Qurbaton Ki Doori Bhi

Woh Mere Saath Raha

Aur Mujhe Kabhi Na Mila

Agar Gale Nahin Milta To

Haath Bhi Na Mila

Muhabbaton Mein Dikhawe Ki

Dosti Na Mila

 

 

Poet : Dr Bashir Badr


<<<<Previous Ghazal          This Album         Next Ghazal>>>>


Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top