Dost Milte Hain Yahan

Dil Ko Dukhaane Ke Liye

Dost Milte Hain Yahan

Dil Ko Dukhaane Ke Liye

Ungliyaan Rakhte Hain Woh

Hum Pe Uthhaane Ke Liye

Dost Milte Hain Yahan

Dil Ko Dukhaane Ke Liye

Ungliyaan Rakhte Hain Woh

Hum Pe Uthhaane Ke Liye

Dost Milte Hain Yahan

Dil Ko Dukhaane Ke Liye

 

 

Kya Qasoor Unnka

Ye Ek Rasam Chali Aayi Hai

Kya Qasoor Unnka

Ye Ek Rasam Chali Aayi Hai

Kya Qasoor Unnka

Ye Ek Rasam Chali Aayi Hai

Tohmaten Hoti Hain

Duniya Mein Lagaane Ke Liye

Tohmaten Hoti Hain

Duniya Mein Lagaane Ke Liye

Ungliyaan Rakhte Hain Woh

Hum Pe Uthhaane Ke Liye

Dost Milte Hain Yahan

Dil Ko Dukhaane Ke Liye

 

 

Na-Khuda Maan Ke Baithe Thay

Jinki Kashti Mein

Na-Khuda Maan Ke Baithe Thay

Jinki Kashti Mein

Woh Humein Maujoon Mein

Laaye Thay Dobaane Ke Liye

Woh Humein Maujoon Mein

Laaye Thay Dobaane Ke Liye

Ungliyaan Rakhte Hain Woh

Hum Pe Uthhaane Ke Liye

Dost Milte Hain Yahan

Dil Ko Dukhaane Ke Liye

 

 

Woh Hawa’on Ki Tarah

Rukh Ko Badal Lete Hain

Woh Hawa’on Ki Tarah

Rukh Ko Badal Lete Hain

Woh Hawa’on Ki Tarah

Rukh Ko Badal Lete Hain

Hum Naseebon Se Larre Thay

Jinhen Paane Ke Liye

Hum Naseebon Se Larre Thay

Jinhen Paane Ke Liye

Ungliyaan Rakhte Hain Woh

Hum Pe Uthhaane Ke Liye

Dost Milte Hain Yahan

Dil Ko Dukhaane Ke Liye

Dost Milte Hain Yahan

Dil Ko Dukhaane Ke Liye

 

 

Poet : Rani Malik


                                     This Album  Next Ghazal>>>>

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top