Aziz Itna Hi Rakho

Ke Jee Sanmbhal Jaaye

Aziz Itna Hi Rakho

Ke Jee Sanmbhal Jaaye

Ab Is Qadar bhi Na Chaaho

Ke Dam Nikal Jaaye

Aziz Itna Hi Rakho

Ke Jee Sanmbhal Jaaye

 

 

Muhabbaton Mein Ajab Hai

Dilon Ko Dharrka Sa

Muhabbaton Mein Ajab Hai

Dilon Ko Dharrka Sa

Ke Jaane Kaun Kahan

Raasta Badal Jaaye

Ab Is Qadar bhi Na Chaaho

Ke Dam Nikal Jaaye

Aziz Itna Hi Rakho

Ke Jee Sanmbhal Jaaye

 

 

Zahe Woh Dil Jo

Tamanna-E-Taza-Tar Mein Rahe

Zahe Woh Dil Jo

Tamanna-E-Taza-Tar Mein Rahe

Khushaa Woh Umar Jo

Khuwaabon Hi Mein Behel Jaaye

Ab Is Qadar bhi Na Chaaho

Ke Dam Nikal Jaaye

Aziz Itna Hi Rakho

Ke Jee Sanmbhal Jaaye

 

 

Main Woh

Charaagh-E-Sar-E-Rehguzaar-E-Duniya Hoon

Main Woh

Charaagh-E-Sar-E-Rehguzaar-E-Duniya Hoon

Jo Apni Zaat Ki

Tanhaaiyun Mein Jal Jaaye

Aziz Itna Hi Rakho

Ke Jee Sanmbhal Jaaye

Ab Is Qadar bhi Na Chaaho

Ke Dam Nikal Jaaye

Aziz Itna Hi Rakho

Ke Jee Sanmbhal Jaaye

 

 

Poet : Obaid Ullah Aleem


               This Album   Next Ghazal>>>>

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top