Peene Pilaane Ke Sab Hain Bahaane

Peene Pilaane Ke Sab Hain Bahaane

Kahan Ki Muhabbat Kahan Ke Fasaane

Peene Pilaane Ke Sab Hain Bahaane

Peene Pilaane Ke Sab Hain Bahaane

Sab Hain Bahaane

Sab Hain Bahaane

 

 

Khushi Mein Bhi Pi Hai

To Gham Mein Bhi Pi Hai

Khushi Mein Bhi Pi Hai

Khushi Mein Bhi Pi Hai

To Gham Mein Bhi Pi Hai

Hai Masti Bhare Ye Mai Ke Paimaane

Peene Pilaane Ke Sab Hain Bahaane

Peene Pilaane Ke Sab Hain Bahaane

 

 

Kisi Ne Mujhe Mast Nazron Se Dekha

Kisi Ne Mujhe

Kisi Ne Mujhe Mast Nazron Se Dekha

Qadam Khud BaKhud Ab Lage Dagmagane

Peene Pilaane Ke Sab Hain Bahaane

Peene Pilaane Ke Sab Hain Bahaane

 

 

Sataaye Na Humko Kabhi Yaad-E-Maazi

Sataaye Na Humko

Sataaye Na Humko Kabhi Yaad-E-Maazi

Chalo Bhool Jayen Woh Guzre Zamaane

Peene Pilaane Ke Sab Hain Bahaane

Peene Pilaane Ke Sab Hain Bahaane

 

 

Chalo Ab To * Gumnaam * Is Maikade Se

Chalo Ab To * Gumnaam *

Chalo Ab To * Gumnaam * Is Maikade Se

Tumhe Dafan Karne Hain Sab Gham Puraane

Peene Pilaane Ke Sab Hain Bahaane

Peene Pilaane Ke Sab Hain Bahaane

Kahan Ki Muhabbat Kahan Ke Fasaane

Peene Pilaane Ke Sab Hain Bahaane

Peene Pilaane Ke Sab Hain Bahaane

Sab Hain Bahaane

Sab Hain Bahaane

 



Poet : Surinder Malik Gumnaam


<<<<Previous Ghazal   This Album   Next Ghazal>>>>

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top