Muhabbat Mein Hazaron Dukh Sahenge

Muhabbat Mein Hazaron Dukh Sahenge

Magar Phir Bhi Hamesha Chup Rahenge

Magar Phir Bhi Hamesha Chup Rahenge

Muhabbat Mein Hazaron Dukh Sahenge

 

 

Hansega Koi Hum Ehl-E-Junoon Par

Hansega Koi Hum Ehl-E-Junoon Par

Kisi Ki Aankh Se Aansoo Bahenge

Magar Phir Bhi Hamesha Chup Rahenge

Magar Phir Bhi Hamesha Chup Rahenge

Muhabbat Mein Hazaron Dukh Sahenge

 

 

Abhi Khushiyan Muqaddar Mein Nahin Hain

Abhi Khushiyan Muqaddar Mein Nahin Hain

Abhi Waqf-E-Gham-E-Duniya Rahenge

Magar Phir Bhi Hamesha Chup Rahenge

Magar Phir Bhi Hamesha Chup Rahenge

Muhabbat Mein Hazaron Dukh Sahenge

 

Karam Farmaa Hain Jab Tak Woh Nigaahen

Karam Farmaa Hain Jab Tak Woh Nigaahen

Zamaane Ke Sitam Hans Kar Sahenge

Magar Phir Bhi Hamesha Chup Rahenge

Magar Phir Bhi Hamesha Chup Rahenge

Muhabbat Mein Hazaron Dukh Sahenge

Dukh Sahenge

Dukh Sahenge

 

 

Poet : Riffat Sultan


<<<<Previous Ghazal   This Album   Next Ghazal>>>>

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top