Maut Maangon To Rahe

Aarzoo E Khuwaab Mujhe

Maut Maangon To Rahe

Aarzoo E Khuwaab Mujhe

Doobne Jaaon To Darya Mile

Paayaab Mujhe

Maut Maangon

 

 

Ae Falak Rehne De Uryaan Hi

Pas Az Marg Bhi Tu

Ae Falak Rehne De Uryaan Hi

Pas Az Marg Bhi Tu

Saunpta Kya Hai

Kafan-Duzd Ka Asbaab Mujhe

Maut Maangon

 

 

Josh Se Ashkon Ke Phir Jayega

Sar Par Paani

Josh Se Ashkon Ke Phir Jayega

Sar Par Paani

Khench Le Jayega Darya Mein

Yeh Sailaab Mujhe

 

 

Furqat E Yaar Mein Karti Hai

Qayamat Barpa

Furqat E Yaar Mein Karti Hai

Qayamat Barpa

Roz E Mehshar Se Nahin

Kam Shab E Mehtaab Mujhe

Doobne Jaaon To Darya Mile

Paayaab Mujhe

Maut Maangon To Rahe

Aarzoo E Khuwaab Mujhe

 

 

Poet : Khuwaja Haider Ali Aatish


<<<<Previous Ghazal   This Album   Next Ghazal>>>>

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top