Kya Lage Aankh

Kya Lage Aankh

Ke Phir Dil Mein Samaya Koi

Kya Lage Aankh

Ke Phir Dil Mein Samaya Koi

Raat Bhar Phirta Hai

Iss Shehar Mein Saaya Koi

Kya Lage Aankh

Ke Phir Dil Mein Samaya Koi

 

 

Fikr Yeh Thi Ke

Shab-E-Hijr Kategi Kyun Kar

Fikr Yeh Thi Ke

Shab-E-Hijr Kategi Kyun Ka

Lutf Yeh Hai Ke

Humein Yaad Na Aaya Koi

Lutf Yeh Hai Ke

Humein Yaad Na Aaya Koi

 

 

Shauq Yeh Tha Ke

Muhabbat Mein Jalenge Chup Chaap

Shauq Yeh Tha Ke

Muhabbat Mein Jalenge Chup Chaap

Ranj Ye Hai Ke Tamasha Na Dikhaya Koi

Ranj Ye Hai Ke Tamasha Na Dikhaya Koi

 

 

Shehar Mein Hamdam-E-Dereena

Bohat Thay Lekin

Shehar Mein Hamdam-E-Dereena

Bohat Thay Lekin

Waqt Parrne Pe Mere Kaam

Na Aaya Koi

Waqt Parrne Pe Mere Kaam

Na Aaya Koi

Kya Lage Aankh

Ke Phir Dil Mein Samaya Koi

Raat Bhar Phirta Hai

Iss Shehar Mein Saaya Koi

Kya Lage Aankh

Ke Phir Dil Mein Samaya Koi

Kya Lage Aankh

Ke Phir Dil Mein Samaya Koi

 

 

 

Poet : Syed Nasir Raza Kazmi


<<<<Previous Ghazal   This Album   Next Ghazal>>>>

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top