Is Dard E Lajawaab Ki

Kyunkar Karon Dawa

Woh Haal-E-Dil Nasheen

Bhi To Mujhse Bayan Na Ho

Woh Haal-E-Dil Nasheen

Bhi To Mujhse Bayan Na Ho

Woh Haal-E-Dil Nasheen

Bhi To Mujhse Bayan Na Ho

 

 

Khauf-E-Raqeeb Ka To Ye Aalam

Aur Uss Pe Ishq

Khauf-E-Raqeeb Ka To Ye Aalam

Aur Uss Pe Ishq

Sab Chaahte Hain Chaah Ka

Unn Par Gumaan Na Ho

Sab Chaahte Hain Chaah Ka

Unn Par Gumaan Na Ho

Woh Haal-E-Dil Nasheen

Bhi To Mujhse Bayan Na Ho

 

 

Pehlu Se Dil Ko Leke Woh

Kehte Hain Naaz Se

Pehlu Se Dil Ko Leke Woh

Kehte Hain Naaz Se

Kya Aayen Ghar Mein

Aap Hi Jab Mehrubaan Na Ho

Kya Aayen Ghar Mein

Aap Hi Jab Mehrubaan Na Ho

Woh Haal-E-Dil Nasheen

Bhi To Mujhse Bayan Na Ho

 

 

Sunte Hi Jiske Khalaq Mein

Kuhraam Mach Gaya

Sunte Hi Jiske Khalaq Mein

Kuhraam Mach Gaya

*Johar* Woh Teri Hi Tu

Kahin Daastaan Na Ho

*Johar* Woh Teri Hi Tu

Kahin Daastaan Na Ho

Woh Haal-E-Dil Nasheen

Bhi To Mujhse Bayan Na Ho

 


 

Poet : Muhammad Ali Johar


<<<<Previous Ghazal   This Album   Next Ghazal>>>>

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top