Dayam Parra Howa Tere Dar Par

Nahin Hoon Main

Dayam Parra Howa Tere Dar Par

Nahin Hoon Main

Khaak Aisi Zindagi Pe Ke

Pathhar Nahin Hoon Main

Dayam Parra Howa Tere Dar Par

Nahin Hoon Main

 

 

Kyun Gardish E Mudaam Se

Ghabra Na Jaye Dil

Kyun Gardish E Mudaam Se

Ghabra Na Jaye Dil

Insaan Hoon

Piyala O Saaghar Nahin Hoon Main

Khaak Aisi Zindagi Pe Ke

Pathhar Nahin Hoon Main

Dayam Parra Howa Tere Dar Par

Nahin Hoon Main

 

 

Yaa Rab Zamana Mujhko

Mitaata Hai Kis Liye

Yaa Rab Zamana Mujhko

Mitaata Hai Kis Liye

Lauh E Jahan Pe Harf E Mukar-rar

Nahin Hoon Main

Khaak Aisi Zindagi Pe Ke

Pathhar Nahin Hoon Main

Dayam Parra Howa Tere Dar Par

Nahin Hoon Main

 

 

Had Chaahiye Saza Mein

Uqubat Ke Vaaste

Aakhir Gunaahgar Hoon

Kaafir Nahin Hoon Main

Khaak Aisi Zindagi Pe Ke

Pathhar Nahin Hoon Main

Dayam Parra Howa Tere Dar Par

Nahin Hoon Main

 

Poet : Mirza Ghalib ( Asad Ullah Khan Ghalib )


<<<<Previous Ghazal   This Album   Next Ghazal>>>>

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top