Ye Kya Ke Hukam Bhi Karna

To ILtijaa Ki Tarah

Ye Kya Ke Hukam Bhi Karna

To ILtijaa Ki Tarah

*Anees* Yun Na Saraaho Ussey

Khuda Ki Tarah

Khuda Ki Tarah

Ye Kya Ke Hukam Bhi Karna

To ILtijaa Ki Tarah

 

 

Woh Sang Dil Hai Magar

Usske Bin Mere Dil Ka

Woh Sang Dil Hai Magar

Usske Bin Mere Dil Ka

Woh Sang Dil Hai Magar

Usske Bin Mere Dil Ka

Ek Aik Lamha Kata Hai

Karri Saza Ki Tarah

Saza Ki Tarah

Ye Kya Ke Hukam Bhi Karna

To ILtijaa Ki Tarah

 

 

Meri Sadaa’on Ka

Usspe Koi Asar Na Howa

Meri Sadaa’on Ka

Usspe Koi Asar Na Howa

Meri Sadaa’on Ka

Usspe Koi Asar Na Howa

Woh Laut Aayen Kisi

Beasar Dua Ki Tarah

Dua Ki Tarah

Ye Kya Ke Hukam Bhi Karna

To ILtijaa Ki Tarah

 

 

Meri Wafa Bhi Hai Shaamil

Meri Khataa’on Mein

Meri Wafa Bhi Hai Shaamil

Meri Khataa’on Mein

Meri Wafa Bhi Hai Shaamil

Meri Khataa’on Mein

Woh Jurm Kar Ke Bhi Kharra Hai

Be-Khataa Ki Tarah

Khataa Ki Tarah

Ye Kya Ke Hukam Bhi Karna

To ILtijaa Ki Tarah

 

 

Har Aik Simt Naye

Manzaron Ke Melay Hain

Har Aik Simt Naye

Manzaron Ke Melay Hain

Har Aik Simt Naye

Manzaron Ke Melay Hain

Badal Rahe Hain Ye Mausam

Teri Wafa Ki Tarah

Wafa Ki Tarah

Ye Kya Ke Hukam Bhi Karna

To ILtijaa Ki Tarah

Ye Kya Ke Hukam Bhi Karna

To ILtijaa Ki Tarah

*Anees* Yun Na Saraaho Ussey

Khuda Ki Tarah

Khuda Ki Tarah

Ye Kya Ke Hukam Bhi Karna

To ILtijaa Ki Tarah

 

Poet : Ahmed Anees


<<<<Previous Ghazal   This Album   END

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top