Khuda Se Hai Dua Meri

Kisi Ka Pyar Na Bichrre

Haye Kaun Sunay

Kis Nu Sunawaan

Iss Toote Dil Ke Dukhrre

 

 

Aankhon Ki Jheel Se

Gham Jo Hai Beh Raha

Dard Jo Milna Tha Mujhe

Bas Woh Mil Gaya

Dil Ke Shehar Mein Bhi

Chaayi Veeraniyan

Tanhaaiyun Ki Bherr Mein

Chain Khhu Gaya

Udaasiyaan Kahe

Yeh Kaisa Silsila

Jo Chaaha Tha Maine Kya

Yeh Kya Hai Pyar Mein Mujhe Mila

Yeh Jeena Bhi Hai Jeena Kya Bhala

Thami Hain Saansen

Dil Bhi Hai Bujha

Hai Dil Ko Lagaane Ki Yeh Saza

Koi Dil Lagaye Na

Koi Dil Lagaye Na

Koi Dil Lagaye Na

 

 

Guzaare Tere Sang Jo

Woh Lamhe Yaad Main Karon

Guzaare Tere Sang Jo

Woh Lamhe Yaad Main Karon

Labon Ko Aati Hai Yeh Jaan

Main Mar Jaon Ke Ya Jiyun

Ye Doori Teri

Sataaye Mujhe Jo

Sochon Ki Waadiyun Mein Bhi Phir

Goonjti Hai Yeh Sadaa

Yeh Jeena Bhi Hai Jeena Kya Bhala

Thami Hain Saansen

Dil Bhi Hai Bujha

Hai Dil Ko Lagaane Ki Yeh Saza

Koi Dil Lagaye Na

Koi Dil Lagaye Na

Koi Dil Lagaye Na

 

 

O Khuda…..

Sun Meri Faryad

Kehte Howe Aansoo Bhi

Saath Mere

Karen Tujh Ko Hi Yaad

 

 

Na Ab Hai Koi Raasta

Jo Mujhko De Den Manzilen

Na Ab Hai Koi Raasta

Jo Mujhko De Den Manzilen

Bhari Thi Chaahaton Se jo

Nahin Hai Ab Woh Mehfilen

Soona Sa Ho Gaya

Mera Sara Jahan Jo

Taaron Se Ho Gaya Hai Khaali

Ab Mera Yeh Aasmaan

Yeh Jeena Bhi Hai Jeena Kya Bhala

Thami Hain Saansen

Dil Bhi Hai Bujha

Hai Dil Ko Lagaane Ki Yeh Saza

Koi Dil Lagaye Na

Koi Dil Lagaye Na

Koi Dil Lagaye Na

 

 

Poet : Irfan Saleem

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top