Woh De Raha Hai Dilase

To Umar Bhar Ke Mujhe

Woh De Raha Hai Dilase

To Umar Bhar Ke Mujhe

Bicharr Na Jaaye Kahin

Phir Udaas Kar Ke Mujhe

Woh De Raha Hai Dilase

To Umar Bhar Ke Mujhe

 

 

Hawa E Dasht Mujhe

Ab To Ajnabi Na Samajh

Hawa E Dasht Mujhe

Ab To Ajnabi Na Samajh

Hawa E Dasht Mujhe

Ab To Ajnabi Na Samajh

Ke Ab To Bhool Gaye

Raaste Bhi Ghar Ke Mujhe

Woh De Raha Hai Dilase

To Umar Bhar Ke Mujhe

 

 

Dil E Tabaah Tere

Gham Ko Taalne Ke Liye

Dil E Tabaah Tere

Gham Ko Taalne Ke Liye

Dil E Tabaah Tere

Gham Ko Taalne Ke Liye

Suna Raha Hai Fasaane

Idhar Udhar Ke Mujhe

Woh De Raha Hai Dilase

To Umar Bhar Ke Mujhe

 

 

Qaba E Zakhm Badan Par

Saja Ke Nikla Hoon

Qaba E Zakhm Badan Par

Saja Ke Nikla Hoon

Qaba E Zakhm Badan Par

Saja Ke Nikla Hoon

Woh Ab Mila Bhi To Dekhega

Aankh Bhar Ke Mujhe

Woh De Raha Hai Dilase

To Umar Bhar Ke Mujhe

 

 

Kuch Is Liye Bhi Main Uss Se

Bicharr Gaya * Mohsin *

Kuch Is Liye Bhi Main Uss Se

Bicharr Gaya * Mohsin *

Kuch Is Liye Bhi Main Uss Se

Bicharr Gaya * Mohsin *

Woh Door Door Se Dekhe

Theher Theher Ke Mujhe

Woh De Raha Hai Dilase

To Umar Bhar Ke Mujhe

Woh De Raha Hai Dilase

To Umar Bhar Ke Mujhe

Bicharr Na Jaaye Kahin

Phir Udaas Kar Ke Mujhe

Woh De Raha Hai Dilase

To Umar Bhar Ke Mujhe

 

 

Poet : Mohsin Naqvi


<<<<Previous Ghazal   This Album   End

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top