Phoolon Ki Aarzoo Mein

Phoolon Ki Aarzoo Mein

Barre Zakham Khaaye Hain

Phoolon Ki Aarzoo Mein

Barre Zakham Khaaye Hain

Lekin Chaman Ke Khaar Bhi

Ab Tak Paraaye Hain

Phoolon Ki Aarzoo Mein

Barre Zakham Khaaye Hain

Phoolon Ki Aarzoo Mein

Barre Zakham Khaaye Hain

 

 

Uss Par Haraam Hai

Gham-E-Dauraan Ki Talkhiyaan

Uss Par Haraam Hai

Gham-E-Dauraan Ki Talkhiyaan

Jis Ke Naseeb Mein Teri

Zulfon Ke Saaye Hain

Jis Ke Naseeb Mein Teri

Zulfon Ke Saaye Hain

Jis Ke Naseeb Mein Teri

Zulfon Ke Saaye Hain

Phoolon Ki Aarzoo Mein

Barre Zakham Khaaye Hain

Phoolon Ki Aarzoo Mein

Barre Zakham Khaaye Hain

 

 

Mehshar Mein Le Gayi Thi

Tabiyat Ki Saadgi

Mehshar Mein Le Gayi Thi

Tabiyat Ki Saadgi

Mehshar Mein Le Gayi Thi

Tabiyat Ki Saadgi

Lekin Barre Khuloos Se

Hum Laut Aaye Hain

Lekin Barre Khuloos Se

Hum Laut Aaye Hain

Lekin Barre Khuloos Se

Hum Laut Aaye Hain

Phoolon Ki Aarzoo Mein

Barre Zakham Khaaye Hain

Phoolon Ki Aarzoo Mein

Barre Zakham Khaaye Hain

 

 

Aaya Hoon Yaad Baad-E-Fanaa

Unnko Bhi *Adam*

Aaya Hoon Yaad Baad-E-Fanaa

Unnko Bhi *Adam*

Kya Jald Mere Sidq Pe

Emaan Laaye Hain

Kya Jald Mere Sidq Pe

Emaan Laaye Hain

Kya Jald Mere Sidq Pe

Emaan Laaye Hain

Phoolon Ki Aarzoo Mein

Barre Zakham Khaaye Hain

Lekin Chaman Ke Khaar Bhi

Ab Tak Paraaye Hain

Phoolon Ki Aarzoo Mein

Barre Zakham Khaaye Hain

Phoolon Ki Aarzoo Mein

Barre Zakham Khaaye Hain

 

 

Poet : Abdul Hameed Adam


<<<<Previous Ghazal   This Album   Next Ghazal>>>>

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top