Kisi Ki Shaam-E-Saadgi

Sahar Ka Rang Paa Gayi

Kisi Ki Shaam-E-Saadgi

Sahar Ka Rang Paa Gayi

Saba Ke Paa’on Thak Gaye

Magar Bahaar Aa Gayi

Kisi Ki Shaam-E-Saadgi

Sahar Ka Rang Paa Gayi

Kisi Ki Shaam-E-Saadgi

Sahar Ka Rang Paa Gayi

 

 

Chaman Ki Jashan Gaah Mein

Udaasiyan Bhi Kam Na Thien

Chaman Ki Jashan Gaah Mein

Udaasiyan Bhi Kam Na Thien

Jali Jo Koi Sham-E-Gul

Kali Ka Dil Bujha Gayi

Jali Jo Koi Sham-E-Gul

Kali Ka Dil Bujha Gayi

Jali Jo Koi Sham-E-Gul

Kali Ka Dil Bujha Gayi

Kisi Ki Shaam-E-Saadgi

Sahar Ka Rang Paa Gayi

Kisi Ki Shaam-E-Saadgi

Sahar Ka Rang Paa Gayi

 

 

Butaan-E-Rang Rang Se

Bhare Thay Butkade Magar

Butaan-E-Rang Rang Se

Bhare Thay Butkade Magar

Teri Ada-E-Saadgi Meri

Nazar Ko Bhaa Gayi

Teri Ada-E-Saadgi Meri

Nazar Ko Bhaa Gayi

Teri Ada-E-Saadgi Meri

Nazar Ko Bhaa Gayi

Kisi Ki Shaam-E-Saadgi

Sahar Ka Rang Paa Gayi

Kisi Ki Shaam-E-Saadgi

Sahar Ka Rang Paa Gayi

 

Meri Nigaah-E-Tishna-Lab Ki

Sarkhushi Na Poochiye

Meri Nigaah-E-Tishna-Lab Ki

Sarkhushi Na Poochiye

Ke Jab Utthi Nigaah-E-Naaz

Pi Gayi Pila Gayi

Ke Jab Utthi Nigaah-E-Naaz

Pi Gayi Pila Gayi

Ke Jab Utthi Nigaah-E-Naaz

Pi Gayi Pila Gayi

Kisi Ki Shaam-E-Saadgi

Sahar Ka Rang Paa Gayi

Kisi Ki Shaam-E-Saadgi

Sahar Ka Rang Paa Gayi

 

 

Khizaan Ka Daur Hai Magar

Woh Is Adaa Se Aaye Hain

Khizaan Ka Daur Hai Magar

Woh Is Adaa Se Aaye Hain

Bahar *Darshan*-E-Hazeen Ki

Zindagi Pe Chhaa Gayi

Bahar *Darshan*-E-Hazeen Ki

Zindagi Pe Chhaa Gayi

Bahar *Darshan*-E-Hazeen Ki

Zindagi Pe Chhaa Gayi

Kisi Ki Shaam-E-Saadgi

Sahar Ka Rang Paa Gayi

Kisi Ki Shaam-E-Saadgi

Sahar Ka Rang Paa Gayi

Saba Ke Paa’on Thak Gaye

Magar Bahaar Aa Gayi

Kisi Ki Shaam-E-Saadgi

Sahar Ka Rang Paa Gayi

Kisi Ki Shaam-E-Saadgi

Sahar Ka Rang Paa Gayi

 

 

Poet : Darshan Singh


<<<<Previous Ghazal   This Album   Next Ghazal>>>>

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top