Ek Lamha Maikade Mein

Jo Hum Log Aa Gaye

Jo Hum Log Aa Gaye

Ek Lamha Maikade Mein

Jo Hum Log Aa Gaye

Jo Hum Log Aa Gaye

Kuch Baat Cheet Kar Gaye

Kuch Hans Hansaa Gaye

Kuch Hans Hansaa Gaye

 

 

Ab Is Mein Apni Sorat-E-Raa’naa Na Dekhiye

Ab Is Mein Apni Sorat-E-Raa’naa Na Dekhiye

Ab Is Mein Apni Sorat-E-Raa’naa Na Dekhiye

Ab Dil Ke Aaeene Mein Kai Baal Aa Gaye

Kai Baal Aa Gaye

Ek Lamha Maikade Mein

Jo Hum Log Aa Gaye

Jo Hum Log Aa Gaye

 

 

Damm Le Ke Aik Lamha Chale Jayenge Faqeer

Damm Le Ke Aik Lamha Chale Jayenge Faqeer

Damm Le Ke Aik Lamha Chale Jayenge Faqeer

Sun Ke Tumhare Khulk Ki Tareef Aa Gaye

Tareef Aa Gaye

Ek Lamha Maikade Mein

Jo Hum Log Aa Gaye

Jo Hum Log Aa Gaye

 

 

Kitne Haseen Log Thay Jo Mil Ke Aik Baar

Kitne Haseen Log Thay Jo Mil Ke Aik Baar

Kitne Haseen Log Thay Jo Mil Ke Aik Baar

Aankhon Mein Jazb Ho Gaye Dil Mein Samaa Gaye

Dil Mein Samaa Gaye

Ek Lamha Maikade Mein

Jo Hum Log Aa Gaye

Jo Hum Log Aa Gaye

Kuch Baat Cheet Kar Gaye

Kuch Hans Hansaa Gaye

Kuch Hans Hansaa Gaye

 

 

 

Poet : Abdul Hameed Adam


<<<<Previous Ghazal   This Album   Next Ghazal>>>>

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top