Rait Par Likh Ke Mera Naam

Mittaya Na Karo

Rait Par Likh Ke Mera Naam

Mittaya Na Karo

Aankhen Sach Bolti Hain

Pyaar Chhupaya Na Karon

Rait Par Likh Ke Mera Naam

Mittaya Na Karo

 

 

Log Har Baat Ka Afsana

Bana Lete Hain

Log Har Baat Ka Afsana

Bana Lete Hain

Sabko Haalaat Ki Roodaad

Sunaya Na Karo

Rait Par Likh Ke Mera Naam

Mittaya Na Karo

 

 

Ye Zaroori Nahin Har Shakhs

Maseeha Hi Ho

Ye Zaroori Nahin Har Shakhs

Maseeha Hi Ho

Pyaar Ke Zakham Amanat Hain

Dikhaya Na Karo

Rait Par Likh Ke Mera Naam

Mittaya Na Karo

 

 

Log Har Baat Ka Afsana

Bana Lete Hain

Log Har Baat Ka Afsana

Bana Lete Hain

Sabko Haalaat Ki Roodaad

Sunaya Na Karo

Rait Par Likh Ke Mera Naam

Mittaya Na Karo

 

 

Shehar-E-Ehsaas Mein Patthraao

Bohat Hain *Mohsin*

Shehar-E-Ehsaas Mein Patthraao

Bohat Hain *Mohsin*

Dil Ko Sheeshe Ki Jharokon Mein

Sajaaya Na Karo

Rait Par Likh Ke Mera Naam

Mittaya Na Karo

Aankhen Sach Bolti Hain

Pyaar Chhupaya Na Karon

 

 

Poet : Mohsin Naqvi


<<<<Previous Ghazal   This Album   Next Ghazal>>>>

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top