Baqaa-E-Dil Ke Liye Jo Lahu Zaroori Hai

Baqaa-E-Dil Ke Liye Jo Lahu Zaroori Hai

Issi Tarah Mere Jeevan Mein Tu Zaroori Hai

Baqaa-E-Dil Ke Liye Jo Lahu Zaroori Hai

 

 

Yeh Aqal Walay Nahin Ehl-E-Dil Samajhte Hain

Yeh Aqal Walay Nahin Ehl-E-Dil Samajhte Hain

Ke Kyun Sharaab Se Pehle Wuzu Zaroori Hai

Baqaa-E-Dil Ke Liye Jo Lahu Zaroori Hai

Baqaa-E-Dil Ke Liye Jo Lahu Zaroori Hai

 

 

Khuda Ko Munh Bhi Dikhana Hai Aik Din Yaaro

Khuda Ko Munh Bhi Dikhana Hai Aik Din Yaaro

Khuda Ko Munh Bhi Dikhana Hai Aik Din Yaaro

Wafa Milay Na Milay Justajoo Zaroori Hai

Baqaa-E-Dil Ke Liye Jo Lahu Zaroori Hai

Baqaa-E-Dil Ke Liye Jo Lahu Zaroori Hai

 

 

Kali Umeed Ki Khilti Nahin Har Ek Dil Mein

Kali Umeed Ki Khilti Nahin Har Ek Dil Mein

Har Aik Dil Mein Magar Aarzoo Zaroori Hai

Baqaa-E-Dil Ke Liye Jo Lahu Zaroori Hai

Baqaa-E-Dil Ke Liye Jo Lahu Zaroori Hai

 

 

Hai Ehtiraam Bhi Laazim Ke Zikr Hai Usska

Hai Ehtiraam Bhi Laazim Ke Zikr Hai Usska

Hai Ehtiraam Bhi Laazim Ke Zikr Hai Usska

Jigar Ka Chaak Bhi Hona Rafu Zaroori Hai

Baqaa-E-Dil Ke Liye Jo Lahu Zaroori Hai

Baqaa-E-Dil Ke Liye Jo Lahu Zaroori Hai

Issi Tarah Mere Jeevan Mein Tu Zaroori Hai

Baqaa-E-Dil Ke Liye Jo Lahu Zaroori Hai

Baqaa-E-Dil Ke Liye Jo Lahu Zaroori Hai

 

Poet : Farhat Shahzad


<<<<Previous Ghazal   This Album   Next Ghazal>>>>

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top