Na Urra Yun Thokron Se

Meri Khaak E Qabar Zaalim

Yahi Aik Reh Gayi Hai

Mere Pyaar Ki Nishaani

Tujhe Pehle Hi Kaha Tha

Hai Jahan Saraa E Faani

Dil E Badnaseeb Tu Ne

Meri Baat Hi Na Maani

Ye Inayaten Ghazab Ki

Ye Bala Ki Mehrubani

Meri Khairiyat Bhi Poochi

Kisi Aur Ki Zubani

 

 

Dil Mila Aur Gham Shanaas Mila

Dil Mila Aur Gham Shanaas Mila

Phool Ko Aag Ka Libaas Mila

Dil Mila Aur Gham Shanaas Mila

Dil Mila Aur Gham Shanaas Mila

Phool Ko Aag Ka Libaas Mila

Dil Mila Aur Gham Shanaas Mila

 

 

Har Shanawar Bhanwar Mein Dooba Tha

Har Shanawar Bhanwar Mein Dooba Tha

Bhanwar Mein Dooba Tha

Har Shanawar Bhanwar Mein Dooba Tha

Jo Sitara Mila Udaas Mila

Dil Mila Aur Gham Shanaas Mila

Dil Mila Aur Gham Shanaas Mila

 

 

Maikade Ke Siwa Hamara Pata

Maikade Ke Siwa Hamara Pata

Unki Zulfon Ke Aas Paas Mila

Unki Zulfon Ke Aas Paas Mila

Unki Zulfon Ke Aas Paas Mila

Dil Mila Aur Gham Shanaas Mila

Dil Mila Aur Gham Shanaas Mila

 

 

Aab E Haiwaan Ki Dhoom Thi * Saghar *

Aab E Haiwaan Ki Dhoom Thi * Saghar *

Aab E Haiwaan

Aab E Haiwaan Ki Dhoom Thi * Saghar *

Saada Paani Ka Ek Gilaas Mila

Saada Paani Ka Ek Gilaas Mila

Dil Mila Aur Gham Shanaas Mila

Phool Ko

Phool Ko Aag Ka Libaas Mila

Dil Mila Aur Gham Shanaas Mila

Dil Mila Aur Gham Shanaas Mila

Phool Ko Aag Ka Libaas Mila

Dil Mila Aur Gham Shanaas Mila

 

Poet : Saghar Siddiqui


<<<<Previous Ghazal   This Album   Next Ghazal>>>>

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top