Dard O Gham Ka Na Raha Naam Tere Aane Se

Dil Ko Kya Aa Gaya Araam Tere Aane Se

Shukar Sad-Shukar Ke Labrez Howa Ae Saaqi

Mai e Ishrat Se Mera Jaam Tere Aane Se

Sahar E Deed Khajil Jis Se Ho Ae Maah E Lata

Wasl Ki Kuli Hai Ye Shaam Tere Aane Se

Wasl Ki Kuli Hai Ye Shaam Tere Aane Se

Dil Ko Kya Aa Gaya Araam Tere Aane Se

Dard O Gham Ka Na Raha Naam Tere Aane Se

Shukar Sad-Shukar Ke Labrez Howa Ae Saaqi

Shukar Sad-Shukar Ke Labrez Howa Ae Saaqi

Mai e Ishrat Se Mera Jaam Tere Aane Se

Mai e Ishrat Se Mera Jaam Tere Aane Se

Dil Ko Kya Aa Gaya Araam Tere Aane Se

Dard O Gham Ka Na Raha Naam Tere Aane Se

Dard O Gham Ka Na Raha Naam Tere Aane Se

Poet : Qalandar Bakhsh Jurat

<<<<Previous Ghazal   This Album   Next Ghazal>>>>

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

Top