Zakham Dil Ke Agar Siye Hote

Zakham Dil Ke Agar Siye Hote

Ehl E Dil Kis Tarah Jiye Hote

Zakham Dil Ke Agar Siye Hote

Zakham Dil Ke Agar Siye Hote

Ehl E Dil Kis Tarah Jiye Hote

Zakham Dil Ke Agar Siye Hote

 

 

Woh Mile Bhi To Ek Jhijhak Si Rahi

Woh Mile Bhi To Ek Jhijhak Si Rahi

Woh Mile Bhi To Ek Jhijhak Si Rahi

Kaash Thorri Si Hum Piye Hote

Kaash Thorri Si Hum Piye Hote

Ehl E Dil Kis Tarah Jiye Hote

Zakham Dil Ke Agar Siye Hote

 

 

Aarzoo Mutma’in To Ho Jaati

Aarzoo Mutma’in To Ho Jaati

Aarzoo Mutma’in To Ho Jaati

Aur Bhi Kuch Sitam Kiye Hote

Aur Bhi Kuch Sitam Kiye Hote

Ehl E Dil Kis Tarah Jiye Hote

Zakham Dil Ke Agar Siye Hote

 

 

Lazzat E Gham To Bakhsh Di Usne

Lazzat E Gham To Bakhsh Di Usne

Lazzat E Gham To Bakhsh Di Usne

Hosle Bhi * Adam * Diye Hote

Hosle Bhi * Adam * Diye Hote

Ehl E Dil Kis Tarah Jiye Hote

Zakham Dil Ke Agar Siye Hote

Zakham Dil Ke Agar Siye Hote

Ehl E Dil Kis Tarah Jiye Hote

Zakham Dil Ke Agar Siye Hote

Zakham Dil Ke Agar Siye Hote

 

Poet : Abdul Hameed Adam

 

<<<<Previous Ghazal   This Album   End

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top