Savera Hai Magar

Poorab Disha Mein Ghhir Rahe Badal

Savera Hai Magar

Poorab Disha Mein Ghhir Rahe Badal

Rooi Se Bhudhal Ke Bhi

Rooi Se Bhudhal Ke Bhi

Meel Ke Pathhar Parre Ghaayal

Savera Hai Magar

Poorab Disha Mein Ghir Rahe Badal

 

 

Thitke Paa’on Oojhal Gaa’on

Thitke Paa’on Oojhal Gaa’on

Jarrta Hai Na Gati Maitaa

Swayam Ko Dosron Ki Drishti Se

Main Dekh Paata Hoon

Na Main Chup Hoon Na Gaata Hoon

Na Main Chup Hoon Na Gaata Hoon

Savera Hai Magar

Poorab Disha Mein Ghir Rahe Badal

 

 

Sammay Ki Sard Saansoon Ne

Chanaaron Ko Jhulas Daala

Sammay Ki Sard Saansoon Ne

Chanaaron Ko Jhulas Daala

Magar Himpat Ko Deti

Chunoti Aik Druvmala

Bikhre Meerrdh

Vihassi Cheerrh

Aansoo Hain Na Muskaanen

Aansoo Hain Na Muskaanen

Himaani Jheel Ke Tatt Par

Akela Gungunata Hoon

Na Main Chup Hoon Na Gaata Hoon

Na Main Chup Hoon Na Gaata Hoon

Savera Hai Magar

Poorab Disha Mein Ghhir Rahe Badal

Rooi Se Bhudhal Ke Bhi

Rooi Se Bhudhal Ke Bhi

Meel Ke Pathhar Parre Ghaayal

Savera Hai Magar

Poorab Disha Mein Ghir Rahe Badal

Na Main Chup Hoon….

Na Gaata Hoon….

 

 

Poet : Atal Bihari Vajpaee


<<<<Previous Song   This Album  

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top