Bheerr Mein Ek Ajnabi Ka

Saamna Acha Laga

Bheerr Mein Ek Ajnabi Ka

Saamna Acha Laga

Sab Se Chhup Kar Woh Kisi Ka

Dekhna Acha Laga

Bheerr Mein Ek Ajnabi Ka

Saamna Acha Laga

 

 

Surmai Aankhon Ke Neeche

Phool Se Khilne Lage

Surmai Aankhon Ke Neeche

Phool Se Khilne Lage

Phool Se Khilne Lage

Kehte Kehte Kuch Kisi Ka

Sochna Acha Laga

Sab Se Chhup Kar Woh Kisi Ka

Dekhna Acha Laga

Bheerr Mein Ek Ajnabi Ka

Saamna Acha Laga

 

 

Dil Mein Kitne Ehd Baandhe Thay

Bhulane Ke Liye

Dil Mein Kitne Ehd Baandhe Thay

Bhulane Ke Liye

Usko Bhulaane Ke Liye

Woh Mila To Sab Iraade

Torrna Acha Laga

Sab Se Chhup Kar Woh Kisi Ka

Dekhna Acha Laga

Bheerr Mein Ek Ajnabi Ka

Saamna Acha Laga

 

 

Dushman E Jaan Hai Par * Amjad *

Main Bura Kaise Kahon

Dushman E Jaan Hai Par * Amjad *

Main Bura Kaise Kahon

Main Bura Kaise Kahon

Jab Bhi Aaya Saamne

Woh Bewafa Acha Laga

Sab Se Chhup Kar Woh Kisi Ka

Dekhna Acha Laga

Bheerr Mein Ek Ajnabi Ka

Saamna Acha Laga

 

Poet : Amjad Islam Amjad


<<<<Previous Ghazal   This Album   Next Ghazal>>>>

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top