Howi Hai Shaam To Aankhon Mein

Bas Gaya Phir Tu

Howi Hai Shaam To Aankhon Mein

Bas Gaya Phir Tu

Kahan Gaya Hai Mere Shehar Ke Musafir Tu

Howi Hai Shaam To Aankhon Mein

Bas Gaya Phir Tu

Howi Hai Shaam To Aankhon Mein

Bas Gaya Phir Tu

Tu

Phir Tu

 

 

Main Janta Hoon Ke Duniya Tujhe Badal Degi

Main Janta Hoon Ke Duniya Tujhe Badal Degi

Main Janta Hoon Ke Duniya Tujhe Badal Degi

Main Maanta Hoon Ke Aisa Nahin Bazahir Tu

Main Maanta Hoon Ke Aisa Nahin Bazahir Tu

Kahan Gaya Hai Mere Shehar Ke Musafir Tu

Howi Hai Shaam To Aankhon Mein

Bas Gaya Phir Tu

Howi Hai Shaam To Aankhon Mein

Bas Gaya Phir Tu

Tu

Phir Tu

 

 

Hansi Khushi Se Bicharr Ja Agar Bicharrna Hai

Hansi Khushi Se Bicharr Ja Agar Bicharrna Hai

Hansi Khushi Se Bicharr Ja Agar Bicharrna Hai

Ye Har Maqaam Pe Kya Sochta Hai Aakhir Tu

Ye Har Maqaam Pe Kya Sochta Hai Aakhir Tu

Kahan Gaya Hai Mere Shehar Ke Musafir Tu

Howi Hai Shaam To Aankhon Mein

Bas Gaya Phir Tu

Howi Hai Shaam To Aankhon Mein

Bas Gaya Phir Tu

Tu

Phir Tu

 

 

*Faraz* Tu Ne Ussey Mushkilon Mein Daal Diya

*Faraz* Tu Ne Ussey Mushkilon Mein Daal Diya

*Faraz* Tu Ne Ussey Mushkilon Mein Daal Diya

Zamaana Saahib E Zar Aur Sirf Shaair Tu

Zamaana Saahib E Zar Aur Sirf Shaair Tu

Kahan Gaya Hai Mere Shehar Ke Musafir Tu

Howi Hai Shaam To Aankhon Mein

Bas Gaya Phir Tu

Howi Hai Shaam To Aankhon Mein

Bas Gaya Phir Tu

Kahan Gaya Hai Mere Shehar Ke Musafir Tu

Howi Hai Shaam To Aankhon Mein

Bas Gaya Phir Tu

Howi Hai Shaam To Aankhon Mein

Bas Gaya Phir Tu

Tu

Phir Tu

 

Poet : Ahmed Faraz


<<<<Previous Ghazal   This Album   Next Ghazal>>>>

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top