Iss Tarah Haqeeqat Ko

Iss Tarah Haqeeqat Ko

Badlo Na Fasaanon Mein

Chorro Na Diya Jalta

Chorro Na Diya Jalta

Lakrri Ke Makaanon Mein

Iss Tarah Haqeeqat Ko

Badlo Na Fasaanon Mein

 

 

Karte Hain Bayaan Matlab

Karte Hain Bayaan Matlab

Jab Waqt E Zaroorat To

Karte Hain Bayaan Matlab

Jab Waqt E Zaroorat To

Hota Hai Shehed Kitna

Hota Hai Shehed Kitna

Logon Ki Zubaanon Mein

Chorro Na Diya Jalta

Lakrri Ke Makaanon Mein

Iss Tarah Haqeeqat Ko

Badlo Na Fasaanon Mein

 

 

Hai Yaad Jawaani Ko

Anmol Thay Woh Kitne

Hai Yaad Jawaani Ko

Anmol Thay Woh Kitne

Hai Yaad Jawaani Ko

Anmol Thay Woh Kitne

Mitti Ke Khilone Bhi

Mitti Ke Khilone Bhi

Bachpan Ke Zamaamon Mein

Chorro Na Diya Jalta

Chorro Na Diya Jalta

Lakrri Ke Makaanon Mein

Iss Tarah Haqeeqat Ko

Badlo Na Fasaanon Mein

 

 

Aansoo Ki Bhi Qismat Hai

Teeron Ki Tarah *Dana*

Aansoo Ki Bhi Qismat Hai

Teeron Ki Tarah *Dana*

Aansoo Ki Bhi Qismat Hai

Teeron Ki Tarah *Dana*

Jo Laut Nahin Sakte

Jo Laut Nahin Sakte

Phir Apne Kamaanon Mein

Jo Laut Nahin Sakte

Phir Apne Kamaanon Mein

Chorro Na Diya Jalta

Chorro Na Diya Jalta

Lakrri Ke Makaanon Mein

Iss Tarah Haqeeqat Ko

Badlo Na Fasaanon Mein

Badlo Na Fasaanon Mein

Badlo Na Fasaanon Mein

 

Poet : Abbas Dana

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top