Kal Tak To Aashna Thay

Magar Aaj Ghair Ho

Kal Tak To Aashna Thay

Magar Aaj Ghair Ho

Do Din Mein Yeh Mizaaj Hai

Aage Ki Khair Ho

Meri Nazar Se Na Ho Door

Meri Nazar Se Na Ho Door

Aik Pal Ke Liye

Meri Nazar

Meri Nazar

Meri Nazar

Nazar

Meri Nazar

Meri Nazar Se Na Ho Door

Aik Pal Ke Liye

Tera Wajood Hai Laazim

Meri Ghazal Ke Liye

Meri Nazar Se Na Ho Door

Aik Pal Ke Liye

 

 

Kahan Se Dhoondh Ke Laaon

Charaagh Se Woh Badan

Kahan Se Dhoondh Ke Laaon

Laaon

Kahan Se Dhoondh Ke Laaon

Kahan Se Dhoondh Ke Laaon

Kahan Se Dhoondh Ke

Kahan Se

Kahan Se Dhoondh Ke Laaon

Kahan Se Dhoondh Ke Laaon

Laaon

Laaon

Kahan Se Laaon

Dhoondh Ke Laaon

Kahan Se Dhoondh Ke Laaon

Charaagh Se Woh Badan

Taras Gayi Hain Nigaahen

Kanwal Kanwal Ke Liye

Taras Gayi Hain Nigaahen

Kanwal Kanwal Ke Liye

 

 

 

Meri Nazar Se Na Ho Door

Aik Pal Ke Liye

Yeh Kaisa Tajruba Mujhko

Howa Hai Aaj Ki Raat

Yeh Kaisa Tajruba Mujhko

Yeh Kaisa Tajruba Mujhko

Howa Hai Aaj Ki Raat

Bacha Ke Dharrkanen

Rakhe Li Hain

Maine Kal Ke Liye

Bacha Ke Dharrkanen

Rakhe Li Hain

Maine Kal Ke Liye

 

 

Sadaa Jiye Ye Mera

 Shehar E Bemisaal Jahan

Sadaa Jiye

Sadaa Jiye

Sadaa Jiye Ye Mera

Shehar E Bemisaal Jahan

Hazaar Jhoonprre Girte Hai

Ek Mehal Ke Liye

Hazaar Jhoonprre Girte Hai

Ek Mehal Ke Liye



*Qateel* Zakham Sahon

Aur Muskuraata Rahon

Muskuraata Rahon

*Qateel* Zakham Sahon

Zakham Sahon

*Qateel* Zakham Sahon

 Zakham Sahon

Zakham Sahon

Zakham Sahon

*Qateel* Zakham Sahon

Aur Muskuraata Rahon

Ban’ne Hain Daaire

Kya Kya Mere

Amal Ke Liye

Ban’ne Hain Daaire

Kya Kya Mere

Amal Ke Liye

Tera Wajood Hai Laazim

Meri Ghazal Ke Liye

Meri Nazar Se Na Ho

Meri Nazar Se Na Ho Door

Aik Pal Ke Liye

 

Poet : Qateel Shifai

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top