Hum Tere Shehar Mein Hain Anjaane

Hum Tere Shehar Mein Hain Anjaane

Bin Tere Kaun Hum Ko Pehchaane

Hum Tere Shehar Mein Hain Anjaane

Bin Tere Kaun Hum Ko Pehchaane

Hum Tere Shehar Mein Hain Anjaane

 

 

Mera Chehra Kitaab Hai Gham Ki

Mera Chehra Kitaab Hai Gham Ki

Kaun Parrhta Hai

Kaun Parrhta Hai

Kaun Parrhta Hai Gham Ke Afsaane

Bin Tere Kaun Humko Pehchaane

Hum Tere Shehar Mein Hain Anjaane

 

 

Jis Ne Sau Baar Dil Ko Torra Hai

Jis Ne Sau Baar Dil Ko Torra Hai

Hum Abhi Tak

Hum Abhi Tak

Hum Abhi Tak Hain Uske Deewane

Bin Tere Kaun Humko Pehchaane

Hum Tere Shehar Mein Hain Anjaane

 

 

Unn Se Koi Bhi Kuch Nahin Kehta

Unn Se Koi Bhi Kuch Nahin Kehta

Log Aate Hain

Log Aate Hain

Log Aate Hain Mujh Ko Samjhaane

Bin Tere Kaun Humko Pehchaane

Hum Tere Shehar Mein Hain Anjaane

 

Poet : Asad Ajmeri


<<<<Previous Ghazal   This Album   Next Ghazal>>>>

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top