Shamim Jaipuri Ki Ghazal

Mere Honton Ke Mehekte Howe Naghmon Pe Na Jaa

Mere Seene Mein Kayi Tarah Ke Gham Palte Hain

Mera Yeh Kaif E Tabassum Ka Dikhawa Hai Magar

Meri Aankhon Mein Udaasi Ke Diye Jalte Hain

Kyun Mujhe Maut Ke Paighaam Diye Jaate Hain

Yeh Sazaa Kam To Nahin Ke

Yeh Sazaa Kam To Nahin Ke Jiye Jaate Hain

Kyun Mujhe Maut Ke Paighaam Diye Jaate Hain

Mazaa Donon Mein Hai

Mazaa Donon Mein Hai

Mazaa Donon Mein Hai Saaqi Mujhe Gham De Ya Sharab

Mai Bhi Pee Jaati Hai

Mai Bhi Pee Jaati Hai Aansoo Bhi Piye Jaate Hain

Mai Bhi Pee Jaati Hai Aansoo Bhi Piye Jaate Hain

Kyun Mujhe Maut Ke Paighaam Diye Jaate Hain

Is Qadar Tu Ne

Is Qadar Tu Ne

Is Qadar Tu Ne Sitam Mujhe Pe Kiye Hain Tauba

Aik Hum Hain

Aik Hum Hain Jo Tera Naam Liye Jaate Hain

Aik Hum Hain Jo Tera Naam Liye Jaate Hain

Kyun Mujhe Maut Ke Paighaam Diye Jaate Hain

Aabgeenon Ki Tarah Dil Hain Ghareebon Ke *Shamim*

Aabgeen Yaani Ke Mitti Ke Bane Howe

Aabgeenon Ki Tarah Dil Hain Ghareebon Ke *Shamim*

Toot Jaate Hain

Toot Jaate Hain

Toot Jaate Hain Ya Phir Torr Diye Jaate Hain

Toot Jaate Hain Ya Phir Torr Diye Jaate Hain

Kyun Mujhe Maut Ke Paighaam Diye Jaate Hain

Yeh Sazaa Kam To Nahin Hai Ke Jiye Jaate Hain

Kyun Mujhe Maut

Kyun Mujhe Maut

Kyun Mujhe Maut Ke Paighaam Diye Jaate Hain

Poet : Shamim Jaipuri

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

Top