Yeh Ghazal Obaid Ullah Aleem Ki Hai

Choti Behar Ki Ghazal Hai

Jis Tarah Aap Ne Mujhse Suni Hongi

Choti  Behar Ki Ghazalen Ziyada Gaata Hoon

Iss Liye Ke Zara Mushkil Pasand

Thorra Sa Zehan Hai

Jo Na Cheez  Tayyar Ho Sake

Usko Tayyar Karne Ki Koshish Karta Hoon

 

 

Kuch Din To Baso Meri Aankhon Mein

Kuch Din To Baso Meri Aankhon Mein

Phir Khuwaab Agar Ho Jao To Kya

Kuch Din To Baso Meri Aankhon Mein

Yeh Lafz Maine Apne Liye Kahe

Mere Liye Mushkil Hai

To Ye Asaan Kar De Allah Pak

To Aur Achi Baat Hai

Kuch Din To Baso Meri Aankhon Mein

Kuch Din To Baso Meri Aankhon Mein

Phir Khuwaab Agar Ho Jao To Kya

Koi Rang To Do Mere Chehre Ko

Koi Rang To Do Mere Chehre Ko

Phir Zakham Agar Mehkaao To Kya

 Kuch Din To Baso Meri Aankhon Mein

 

 

Ek Aaina Tha So Toot Gaya

Ek Aaina Tha So Toot Gaya

Ab Khud Se Agar Sharmaao To Kya

Kuch Din To Baso Meri Aankhon Mein

Phir Khuwaab Agar Ho Jao To Kya

Kuch Din To Baso Meri Aankhon Mein

Main Tanha Tha Main Tanha Hoon

Main Tanha Tha Main Tanha Hoon

Tum Aao To Kya Na Aao To Kya

Kuch Din To Baso Meri Aankhon Mein

Kuch Din To Baso Meri Aankhon Mein

Phir Khuwaab Agar

Phir Khuwaab Agar Ho Jao To Kya

Kuch Din To Baso Meri Aankhon Mein

 

Jab Hum Hi Na Mehke Phir Sahib

Jab Hum

Hum…..

Jab Hum Hi Na Mehke Phir Sahib

Tum Baad E Saba Kehlaao To Kya

Kuch Din To Baso Meri Aankhon Mein

Kuch Din To Baso Meri Aankhon Mein

Phir Khuwaab Agar Ho Jao To Kya

Kuch Din To Baso Meri Aankhon Mein

 

 

 

Jab Dekhne Wala Koi Nahin

Jab Dekhne Wala Koi Nahin

Jab Dekhne Wala Koi Nahin

Bujh Jao To Kya Jal Jao To Kya

Kuch Din To Baso Meri Aankhon Mein

Phir Khuwaab Agar Ho Jao To Kya

Kuch Din To Baso Meri Aankhon Mein

Baso Meri Aankhon Mein

Kuch Din To Baso Meri Aankhon Mein

 

 

Poet : Obaid Ullah Aleem

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top