Ab To Is Tarah Meri Aankhon Mein

Khuwaab Aate Hain

Ab To Is Tarah Meri Aankhon Mein

Khuwaab Aate Hain

Jis Tarah Aaeene

Jis Tarah Aaeene Chehron Ko

Taras Jaate Hain

Ab To Is Tarah Meri Aankhon Mein

Khuwaab Aate Hain

Jis Tarah Aaeene

Jis Tarah Aaeene Chehron Ko

Taras Jaate Hain

Ab To Is Tarah Meri Aankhon Mein

Khuwaab Aate Hain

Khuwaab Aate Hain

Khuwaab Aate Hain

 

 

Ehtiyaat Ehal E Muhabbat Ke

Issi Shehar Ke Log

Ehtiyaat Ehal E Muhabbat Ke

Issi Shehar Ke Log

Ehtiyaat Ehal E Muhabbat Ke

Issi Shehar Ke Log

Gul Ba-Dast Aate Hain Aur

Paa Baa-Rasan Jaate Hain

Gul Ba-Dast Aate Hain Aur

Paa Baa-Rasan Jaate Hain

Jis Tarah Aaeene

Jis Tarah Aaeene Chehron Ko

Taras Jaate Hain

Ab To Is Tarah Meri Aankhon Mein

Khuwaab Aate Hain

Khuwaab Aate Hain

Khuwaab Aate Hain

 

 

Jaise Tajdeed E Ta’alluq Ki Bhi

Rut Ho Koi

Jaise Tajdeed E Ta’alluq Ki Bhi

Rut Ho Koi

Jaise Tajdeed E Ta’alluq Ki Bhi

Rut Ho Koi

Zakhm Bharte Hain To

Ehbaab Bhi Aa Jaate Hain

Zakhm Bharte Hain To

Ehbaab Bhi Aa Jaate Hain

Jis Tarah Aaeene

Jis Tarah Aaeene Chehron Ko

Taras Jaate Hain

Ab To Is Tarah Meri Aankhon Mein

Khuwaab Aate Hain

Khuwaab Aate Hain

Khuwaab Aate Hain

 

 

Har Karri Raat Ke Baad

Aisi Qayamat Guzri

Har Karri Raat Ke Baad

Aisi Qayamat Guzri

Har Karri Raat Ke Baad

Aisi Qayamat Guzri

Subhu Ka Zikr Bhi Aaye

Laraz Jaate Hain

Subhu Ka Zikr Bhi Aaye

Laraz Jaate Hain

Jis Tarah Aaeene

Jis Tarah Aaeene Chehron Ko

Taras Jaate Hain

Ab To Is Tarah Meri Aankhon Mein

Khuwaab Aate Hain

Khuwaab Aate Hain

Khuwaab Aate Hain

Khuwaab Aate Hain

Khuwaab Aate Hain

 

Poet : Ahmed Faraz


   This Album   Next Ghazal>>>>

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top