Dil Chaahte Ho Ya

Jaan Chaahte Ho

Humse Batao Ke

Kya Chaahte Ho

Dil Chaahte Ho Ya

Jaan Chaahte Ho

Humse Batao Ke

Kya Chaahte Ho

 

Saari Galiyaan Teri

Jagmagaa Donga Main

Har Subha Teri

Khud Ko Bana Donga Main

Saari Galiyaan Teri

Jagmagaa Donga Main

Har Subha Teri

Khud Ko Bana Donga Main

Tu Chalegi Jo Ghar Se

Nikal Ke Kahin

To Raste Main Khud Ko

Bichha Donga Main

Khuda Jaane Mujh Mein

Tu Kya Dekhti Hai

Main Tujh Mein Khuda Ka

Karam Dekhta Hoon

Khushi Jab Bhi Teri

O Khushi Jab Bhi Teri

Main Kam Dekhta Hoon

 Khushi Jab Bhi Teri

Main Kam Dekhta Hoon

To Phir Main Kahan

Apne Gham Dekhta Hoon

Khushi Jab Bhi Teri

Main Kam Dekhta Hoon

To Phir Main Kahan

Apne Gham Dekhta Hoon

Kai Roz Tak Paani Peeta Nahin Phir

Hoo..

Kai Roz Tak Paani Peeta Nahin Phir

Main Jab Teri Aankhon Ko Nam Dekhta Hoon

Khushi Jab Bhi Teri

 

 

Hoo..

Tu Dekhe Na Dekhe

Humein Gham Nahin

Magar Tujhko Dekhe Bina Hum Nahin

Tu Dekhe Na Dekhe

Humein Gham Nahin

Magar Tujhko Dekhe Bina Hum Nahin

Khayaalon Mein Har Pal Hi Rehta Hai Tu

Ye Rehne Ko Zinda Humein Kam Nahin

Tere Saath Ke Aik Lamhe Mein Bhi Main

Tere Saath Ke Sau Janam Dekhta Hoon

Khushi Jab Bhi

Tujhko Kiya Yaad

Duniya Bhulaayi Hai

Seene Mein Aisi

Lagan Ek Lagaayi Hai

Teri Tanhai Meri Jaan

Pe Ban Aayi Hai

Milne Ki Maangon Dua

Milne Ki Maangon Dua

Nazar Bhar Ke Jab Dekhta Hoon

Tujhe Main

To Zakhmon Pe Dil Ke

Marham Dekhta Hoon

Khushi Jab Bhi Teri

Main Kam Dekhta Hoon

To Phir Main Kahan

Apne Gham Dekhta Hoon

Khushi Jab Bhi Teri

Main Kam Dekhta Hoon

To Phir Main Kahan

Apne Gham Dekhta Hoon

Khushi Jab Bhi Teri

O…

Khushi Jab Bhi Teri

Khushi Jab Bhi Teri

 

Poet : A . M . Turaz

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top