Hoont Sagar Hain Aankh Paimaana

Hoont Sagar Hain Aankh Paimaana

Husn Tera Hai Ashk E Maikhaana

Hoont Sagar Hain Aankh Paimaana


Tumse Bichrre To Humne Ye Jaana

Tumse Bichrre To Humne Ye Jaana

Kitna Mushkil Hai Dil Ko Behlaana

Kitna Mushkil Hai Dil Ko Behlaana

Husn Tera Hai Ashk E Maikhaana

Hoont Sagar Hain Aankh Paimaana



So Gaya Chaand Bujh Gaye Taare

So Gaya Chaand Bujh Gaye Taare

So Gaya Chaand Bujh Gaye Taare

Kaun Sunta Hai Gham Ka Afsaana

Kaun Sunta Hai Gham Ka Afsaana

Husn Tera Hai Ashk E Maikhaana

Hoont Sagar Hain Aankh Paimaana

 

Apni Barbaadiyun Pe Kya Rooyen

Apni Barbaadiyun Pe Kya Rooyen

Shama Ki Zindagi Hai Jal Jaana

Shama Ki Zindagi Hai Jal Jaana

Husn Tera Hai Rashk E Maikhaana

Hoont Sagar Hain Aankh Paimaana



Yeh Bhi Ab To *Bashar* Ko Yaad Nahin

Yeh Bhi Ab To *Bashar* Ko Yaad Nahin

Yeh Bhi Ab To *Bashar* Ko Yaad Nahin

Ban Gaya Koi Kaise Baigaana

Ban Gaya Koi Kaise Baigaana

Husn Tera Hai Rashk E Maikhaana

Hoont Sagar Hain Aankh Paimaana

Hoont Sagar Hain Aankh Paimaana

Husn Tera Hai Rashk E Maikhaana

Hoont Sagar Hain Aankh Paimaana

Hoont Sagar Hain Aankh Paimaana


Poet : Bashar Nawaz

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top