Dil Jala Ke Mera Muskuraate Hain Woh

Dil Jala Ke Mera Muskuraate Hain Woh

Apni Aadat Se Kab Baaz Aate Hain Woh

Dil Jala Ke Mera Muskuraate Hain Woh

Apni Aadat Se Kab Baaz Aate Hain Woh

 

 

Pooch Lete Hain Har Raaz Mujhse Mera

Pooch Lete Hain Har Raaz Mujhse Mera

Pooch Lete Hain Har Raaz Mujhse Mera

Raaz Mujhse Mera

Apni Har Baat Mujhse Chhupate Hain Woh

Apni Har Baat Mujhse Chhupate Hain Woh

Apni Aadat Se Kab Baaz Aate Hain Woh

Dil Jala Ke Mera Muskuraate Hain Woh

 

 

Aap Khud To Barre Bewafa Hain Magar

Aap Khud To Barre Bewafa Hain Magar

Aap Khud To Barre Bewafa Hain Magar

Bewafa Hain Magar

Qisse Sab Ko Wafa Ke Sunaate Hain Woh

Qisse Sab Ko Wafa Ke Sunaate Hain Woh

Apni Aadat Se Kab Baaz Aate Hain Woh

Dil Jala Ke Mera Muskuraate Hain Woh

 

 

Jisne Dekha Unhe Apne Dil Se Gaya

Jisne Dekha Unhe Apne Dil Se Gaya

Jisne Dekha Unhe Apne Dil Se Gaya

Apne Dil Se Gaya

Teer Nazron Ke Aise Chalaate Hain Woh

Teer Nazron Ke Aise Chalaate Hain Woh

Apni Aadat Se Kab Baaz Aate Hain Woh

Dil Jala Ke Mera Muskuraate Hain Woh

Apni Aadat Se Kab Baaz Aate Hain Woh

Dil Jala Ke Mera Muskuraate Hain Woh

Apni Aadat Se Kab Baaz Aate Hain Woh

Dil Jala Ke Mera Muskuraate Hain Woh

 

Poet : S M Sadiq ( Sheikh Muhammad Sadiq )

 

       This Album   Next Ghazal>>>>

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top