Faasla Iss Qadar Naseeb Na Ho

Faasla Iss Qadar Naseeb Na Ho

Paas Reh Kar Bhi Tu Qareeb Na Ho

Faasla Iss Qadar Naseeb Na Ho

 

 

Tu Ne Qeemat Lagayi Har Shay Ki

Tu Ne Qeemat Lagayi Har Shay Ki

Tu Ne Qeemat Lagayi Har Shay Ki

Tere Jaisa Koi Ghareeb Na Ho

Paas Reh Kar Bhi Tu Qareeb Na Ho

Faasla Iss Qadar Naseeb Na Ho

 

 

Dil Ko Deewangi Khuda De De

Dil Ko Deewangi Khuda De De

Dil Ko Deewangi Khuda De De

Ishq Mein Yeh Kabhi Adeeb Na Ho

Paas Reh Kar Bhi Tu Qareeb Na Ho

Faasla Iss Qadar Naseeb Na Ho

 

 

Ajnabi Ban Ke Apne Ghar Mein Rahen

Ajnabi Ban Ke Apne Ghar Mein Rahen

Ajnabi Ban Ke Apne Ghar Mein Rahen

Zindagi Itni Bhi Ajeeb Na Ho

Paas Reh Kar Bhi Tu Qareeb Na Ho

Faasla Iss Qadar Naseeb Na Ho

Faasla Iss Qadar Naseeb Na Ho

 

 

Poet : Madan Pal


     This Album   Next Ghazal>>>>

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top