Yeh Ghazal Bhi Aapke Sun’ne Ke Laaik Hai

Pesh Kar Raha Hoon

Bicharr Ke Bhi Mujhe Tujhse

Yeh Badgumaani Hai

Bicharr Ke Bhi Mujhe Tujhse

Yeh Badgumaani Hai

Ke Meri Yaad Kabhi To

Tujhe Bhi Aani Hai

Bicharr Ke Bhi Mujhe Tujhse

Yeh Badgumaani Hai

 

 


Har Aik Shakhs Ko Apna

Bana Ke Dekh Liya

Apna Bana Ke Dekh Liya

Apna Bana Ke

Har Shakhs Ko Dekh Liya

Har Aik Shakhs Ko Apna

Bana Ke Dekh Liya

Milenge Ab Na Kisi Se

Ye Dil Ne Thaani Hai

Milenge Ab Na Kisi Se

Ye Dil Ne Thaani Hai

Bicharr Ke Bhi Mujhe Tujhse

Yeh Badgumaani Hai

 

 


Shajar Udaas Hai

Shajar Udaas Hai

Shajar Udaas Hai

Chirryun Ke Chehchahe Gumsum

Shajar Udaas Hai

Chirryun Ke Chehchahe Gumsum

Ke Tere Baad Ye

Tanha Si Zindagani Hai

Ke Tere Baad Ye

Tanha Si Zindagani Hai

Bicharr Ke Bhi Mujhe Tujhse

Yeh Badgumaani Hai

Ke Meri Yaad Kabhi To

Tujhe Bhi Aani Hai

Bicharr Ke Bhi Mujhe Tujhse

Yeh Badgumaani Hai

Hai....

 

Poet : Rizvi

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top