Yaaro Mujhe Muaaf Karo Main Nashe Mein Hoon

Ab Thori Door Saath Chalo

Ab Thori Door Saath Chalo Main Nashe Mein Hoon

Jo Kuch Hi Keh Raha Hoon Nasha Bolta Hai Ye

Iska Na Kuch Khayal Karo Main Nashe Mein Hoon

Yaaro Mujhe Muaaf Karo Main Nashe Mein Hoon

Uss Maikade Ki Raah Mein Gir Jaaon Na Kahin

Ab Mera Haath Thaam To Lo Main Nashe Mein Hoon

Yaaro Mujhe Muaaf Karo Main Nashe Mein Hoon

Mujhko To Apne Ghar Ka Pata Yaad Hi Nahin

Tum Mere Aas Paas Raho Main Nashe Mein Hoon

Yaaro Mujhe Muaaf Karo Main Nashe Mein Hoon

Kaisi Guzar Rahi Hai Muhabbat Mein Zindagi

*Hasrat* Kuch Apna Haal Kaho Main Nashe Mein Hoon

Yaaro Mujhe Muaaf Karo Main Nashe Mein Hoon

Yaaro Mujhe Muaaf Karo Main Nashe Mein Hoon

Ab Thori Door Saath Chalo

Ab Thori Door Saath Chalo Main Nashe Mein Hoon

Yaaro Mujhe Muaaf Karo Main Nashe Mein Hoon

Yaaro Mujhe Muaaf Karo Main Nashe Mein Hoon

Poet : Hasrat Jaipuri

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

Top