Kab Maine Kaha

Mujhko Nigaahon Mein Basaa Lo

Kab Maine Kaha

Mujhko Nigaahon Mein Basaa Lo

Mumkin Ho To

Zehreeli Hawaaon Se Bacha Lo

Do Chaahne Walon Ki

Tamannaon Ka Phal Hoon

Itehaas Ke Pannon Pe

Muhabbat Ki Ghazal Hoon

Main Taj Mahal Hoon

Main Taj Mahal Hoon

Main Taj Mahal Hoon

Main Taj Mahal Hoon

 

 

Main Waqt Ki Dehlez Pe

Thehra Howa Pal Hoon

Main Waqt Ki Dehlez Pe

Thehra Howa Pal Hoon

Qaayam Hai Meri Shaan Ke

Main Taj Mahal Hoon

Main Waqt Ki Dehlez Pe

Thehra Howa Pal Hoon

Qaayam Hai Meri Shaan Ke

Main Taj Mahal Hoon

Main Waqt Ki Dehlez Pe

Thehra Howa Pal Hoon

 

 

Bhoola Hai Na Bhoolega

Kabhi Mujhko Zamaana

Zinda Hai Mere Dam Se

Muhabbat Ka Fasaana

Bhoola Hai Na Bhoolega

Kabhi Mujhko Zamaana

Zinda Hai Mere Dam Se

Muhabbat Ka Fasaana

Jo Dil Mein Utar Jaaye

Jo Dil Mein Utar Jaaye

Jo Dil Mein Utar Jaaye

Woh Rangeen Ghazal Hoon

Qaayam Hai Meri Shaan Ke

Main Taj Mahal Hoon

Main Waqt Ki Dehlez Pe

Thehra Howa Pal Hoon

 

Main Aman Ka Paighaam

Muhabbat Ki Nishaani

Woh Husn Hoon Dhalti Hi Nahin

Jis Ki Jawaani

Main Aman Ka Paighaam

Muhabbat Ki Nishaani

Woh Husn Hoon Dhalti Hi Nahin

Jis Ki Jawaani

Ye Kisne Kaha Tumse

Ye Kisne Kaha Tumse

Ye Kisne Kaha Tumse

Ke Guzra Howa Pal Hoon

Qaayam Hai Meri Shaan Ke

Main Taj Mahal Hoon

Main Waqt Ki Dehlez Pe

Thehra Howa Pal Hoon

 

 

Pathhar Ki Emaarat Hoon

Magar Moom Ka Dil Hai

Poonam Ka Haseen Chaand

Mere Gaal Ka TiLL Hai

Pathhar Ki Emaarat Hoon

Magar Moom Ka Dil Hai

Poonam Ka Haseen Chaand

Mere Gaal Ka TiLL Hai

Mumtaz Ki Paakeeza

Mumtaz Ki Paakeeza

Mumtaz Ki Paakeeza

Muhabbat Ka Kanwal Hoon

Qaayam Hai Meri Shaan Ke

Main Taj Mahal Hoon

Main Waqt Ki Dehlez Pe

Thehra Howa Pal Hoon

Main Waqt Ki Dehlez Pe

Thehra Howa Pal Hoon

Main Waqt Ki Dehlez Pe

Thehra Howa Pal Hoon

 

Poet : Iqbal Ashar

 

 

 

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top