Patta Patta Shabnam Shabnam

Mausam Bheegi Aankhon Ka

Patta Patta Shabnam Shabnam

Mausam Bheegi Aankhon Ka

Gulshan Gulshan Aik Hi Mausam

Mausam Bheegi Aankhon Ka

Patta Patta Shabnam Shabnam

Mausam Bheegi Aankhon Ka

 

Aankhon Se Kuch Taare Tootey

Qismat Chamki Daaman Ki

Aankhon Se Kuch Taare Tootey

Qismat Chamki Daaman Ki

Aaj Howa Aitebaar Ka Mausam

Mausam Bheegi Aankhon Ka

Patta Patta Shabnam Shabnam

Mausam Bheegi Aankhon Ka

Abke Baras Bhi Tanhai Ke

Baadal Apne Sar Par Hain

Abke Baras Bhi Tanhai Ke

Baadal Apne Sar Par Hain

Abke Baras Bhi Dekhenge Hum

Mausam Bheegi Aankhon Ka

Patta Patta Shabnam Shabnam

Mausam Bheegi Aankhon Ka

 

Bheegi Aankhon Ke Mausam Ka

Itna Hi Afsaana Hai

Bheegi Aankhon Ke Mausam Ka

Itna Hi Afsaana Hai

Phoolon Ke Khilne Ka Mausam

Mausam Bheegi Aankhon Ka

Patta Patta Shabnam Shabnam

Mausam Bheegi Aankhon Ka

Aao * Nizam * Ab Ghar Se Niklen

Veeraane Abaad Karen

Aao * Nizam * Ab Ghar Se Niklen

Veeraane Abaad Karen

Warna Hoga Hum Se Barham

Mausam Bheegi Aankhon Ka

Patta Patta Shabnam Shabnam

Mausam Bheegi Aankhon Ka

Gulshan Gulshan Aik Hi Mausam

Mausam Bheegi Aankhon Ka

Patta Patta Shabnam Shabnam

Mausam Bheegi Aankhon Ka

Patta Patta Shabnam Shabnam

Mausam Bheegi Aankhon Ka


Poet : Nizam Uddin Nizam

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top