Ghazalon Ka Hunar Apni

Aankhon Ko Sikhayenge

Ghazalon Ka Hunar Apni

Aankhon Ko Sikhayenge

Ghazalon Ka Hunar Apni

Aankhon Ko Sikhayenge

Ghazalon Ka Hunar Apni

Aankhon Ko Sikhayenge

Royenge Bohat

Royenge Bohat Lekin

Aansoo Nahin Aayenge

Royenge Bohat Lekin

Aansoo Nahin Aayenge

Ghazalon Ka Hunar Apni

Aankhon Ko Sikhayenge

 

 

Keh Dena Samandar Se

Hum Oos Ke Moti Hain

Keh Dena Samandar Se

Hum Oos Ke Moti Hain

Hum Oos Ke Moti Hain

Hum Oos Ke Moti Hain

Darya Ki Tarah

Darya Ki Tarah Tumse

Milne Nahin Aayenge

Darya Ki Tarah Tumse

Milne Nahin Aayenge

Ghazalon Ka Hunar Apni

Aankhon Ko Sikhayenge

 

 

Woh Dhoop Ke Chhappar Hoon

Ya Chhaon Ki Deewaren

Woh Dhoop Ke Chhappar Hoon

Ya Chhaon Ki Deewaren

Ya Chhaon Ki Deewaren

Ya Chhaon Ki Deewaren

Ab Jo Bhi Uthhayenge

Ab Jo Bhi Utthhayenge

Mil Mil Ke Utthhayenge

Ab Jo Bhi Utthhayenge

Mil Mil Ke Utthhayenge

Ghazalon Ka Hunar Apni

Aankhon Ko Sikhayenge

 

 

Jab Saath Na De Koi

Awaaz Humein Dena

Jab Saath Na De Koi

Awaaz Humein Dena

Awaaz Humein Dena

Awaaz Humein Dena

Hum Phool Sahi

Hum Phool Sahi Lekin

Patthhar Bhi Utthhayenge

Hum Phool Sahi Lekin

Patthhar Bhi Utthhayenge

Ghazalon Ka Hunar Apni

Aankhon Ko Sikhayenge

Royenge Bohat

Royenge Bohat Lekin

Aansoo Nahin Aayenge

Ghazalon Ka Hunar Apni

Aankhon Ko Sikhayenge

 

 

Poet : Dr Bashir Badr

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top