Unpe Kuch Is Tarah Pyar Aane Laga
Unpe Kuch Is Tarah Pyar Aane Laga
Beqaraari Ko Qaraar Aane Laga
Unpe Kuch Is Tarah Pyar Aane Laga
Unpe Kuch Is Tarah Pyar Aane Laga
Is Qadar Bakhshe Mujhe Gham Aap Ne
Is Qadar Bakhshe Mujhe Gham Aap Ne
Meri Khushiyon Par Nikhaar Aane Laga
Unpe Kuch Is Tarah Pyar Aane Laga
Unpe Kuch Is Tarah Pyar Aane Laga

Zikr Tha Mere Fasaane Ka Magar
Zikr Tha Mere Fasaane Ka Magar
Naam Unnka Baar Baar Aane Laga
Unpe Kuch Is Tarah Pyar Aane Laga
Unpe Kuch Is Tarah Pyar Aane Laga

Zeest Afrusdaa Thi Bema’ani Na Thi
Zeest Afrusdaa Thi Bema’ani Na Thi
Apne Armaanon Pe Pyar Aane Laga
Unpe Kuch Is Tarah Pyar Aane Laga
Unpe Kuch Is Tarah Pyar Aane Laga
Jaane Be-Qaaba Hai Rukh *Arif* Ka Aaj
Jaane Be-Qaaba Hai Rukh *Arif* Ka Aaj
Sooye Zam Zam Baada Khuwaar Aane Laga
Unpe Kuch Is Tarah Pyar Aane Laga
Beqaraari Ko Qaraar Aane Laga
Unpe Kuch Is Tarah Pyar Aane Laga
Unpe Kuch Is Tarah Pyar Aane Laga

Poet : Khalid Mehmood Arif

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top