Koi Na Mere Gham Ko Jaanen
Koi Na Mere Gham Ko Jaanen
Apna Kaun Hai Sab Begaane
Koi Na Mere Gham Ko Jaanen
Koi Na Mere Gham Ko Jaanen
Apna Kaun Hai Sab Begaane
Koi Na Mere Gham Ko Jaanen
Koi Na Mere Gham Ko Jaanen
Dard Ki Aahen Gham Ke Aansoo
Dard Ki Aahen Gham Ke Aansoo
Dard Ki Aahen Gham Ke Aansoo
Is Duniya Ke Taane Baane
Koi Na Mere Gham Ko Jaanen
Koi Na Mere Gham Ko Jaanen

Aankhen  Meri  Raahen  Teri
Aankhen  Meri  Raahen  Teri
Aankhen  Meri  Raahen  Teri
Murr Murr Dekhon Heelay Bahaane
Koi Na Mere Gham Ko Jaanen
Koi Na Mere Gham Ko Jaanen

Kaun Bhala Madhosh Na Hota
Kaun Bhala Madhosh Na Hota
Kaun Bhala Madhosh Na Hota
Chalke  Palkon  Se  Paimaane
Koi Na Mere Gham Ko Jaanen
Koi Na Mere Gham Ko Jaanen

Saaqi  Ne  Munh  Aisa  Phera
Saaqi  Ne 
Saaqi  Ne  Munh  Aisa  Phera
Saaqi  Ne  Munh  Aisa  Phera
Sooney Ho Gaye Sab Maikhaane
Koi Na Mere Gham Ko Jaanen
Koi Na Mere Gham Ko Jaanen
*Arif*  Ka  Har  Aansoo  Moti
*Arif*  Ka  Har  Aansoo  Moti
*Arif*  Ka  Har  Aansoo  Moti
Dil  Hai  Zinda  Dard  Suhaane
Koi Na Mere Gham Ko Jaanen
Koi Na Mere Gham Ko Jaanen
Apna Kaun Hai Sab Begaane
Koi Na Mere Gham Ko Jaanen
Koi Na Mere Gham Ko Jaanen

Poet : Khalid Mehmood Arif

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top