Sahar Ho Rahi Hai Sitaare Gaye
Shab E Gham Ke Yeh Bhi Sahare Gaye
Sahar Ho Rahi Hai Sitaare Gaye
Shab E Gham Ke Yeh Bhi Sahare Gaye
Sahar Ho Rahi Hai Sitaare Gaye
Murattab Howa Kab Nizaam E Jahan
Murattab Howa Kab Nizaam E Jahan
Kai Baar Gesoo Sanwaare Gaye
Kai Baar Gesoo Sanwaare Gaye
Sahar Ho Rahi Hai Sitaare Gaye

Bohat Chaand Taaron Ne Awaaz Di
Bohat Chaand Taaron Ne Awaaz Di
Awaaz Di
Magar Hum Tumhi Ko Pukaare Gaye
Magar Hum Tumhi Ko Pukaare Gaye
Sahar Ho Rahi Hai Sitaare Gaye

Main Lehron Ke Bal Par Hi Chalta Gaya
Main Lehron Ke Bal Par Hi Chalta Gaya
Chalta Gaya
Bohat Door Mujhse Kinaare Gaye
Bohat Door Mujhse Kinaare Gaye
Sahar Ho Rahi Hai Sitaare Gaye
Wohi Din Thay *Arif* Mataaye Ghuroor
Wohi Din Thay *Arif* Mataaye Ghuroor
Mataaye Ghuroor
Gham E Hijr Mein Jo Guzaare Gaye
Gham E Hijr Mein Jo Guzaare Gaye
Sahar Ho Rahi Hai Sitaare Gaye
Shab E Gham Ke Yeh Bhi Sahare Gaye
Sahar Ho Rahi Hai Sitaare Gaye


Poet : Khalid Mehmood Arif

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top