Piye Ja Raha Hoon Jiye Ja Raha Hoon
Jawani Ko Dhoka Diye Ja Raha Hoon
Piye Ja Raha Hoon Jiye Ja Raha Hoon
Jawani Ko Dhoka Diye Ja Raha Hoon
Piye Ja Raha Hoon Jiye Ja Raha Hoon
Judaai Hi Tha Zindagi Ka Muqaddar
Judaai Hi Tha Zindagi Ka Muqaddar
Judaai Hi Tha Zindagi Ka Muqaddar
Bohat Jee Chuka Lijiye Ja Raha Hoon
Piye Ja Raha Hoon Jiye Ja Raha Hoon
Jawani Ko Dhoka Diye Ja Raha Hoon
Piye Ja Raha Hoon Jiye Ja Raha Hoon

Bohat Zakham Khaaye Magar Raaston Par
Bohat Zakham Khaaye Magar Raaston Par
Bohat Zakham Khaaye Magar Raaston Par
Charaghaan To Kuch Kuch Kiye Ja Raha Hoon
Piye Ja Raha Hoon Jiye Ja Raha Hoon
Jawani Ko Dhoka Diye Ja Raha Hoon
Piye Ja Raha Hoon Jiye Ja Raha Hoon


Bhulaana Mujhe Itna Asaan Na Hoga
Bhulaana Mujhe Itna Asaan Na Hoga
Bhulaana Mujhe Itna Asaan Na Hoga
Kae Daastanen Diye Ja Raha Hoon
Piye Ja Raha Hoon Jiye Ja Raha Hoon
Jawani Ko Dhoka Diye Ja Raha Hoon
Piye Ja Raha Hoon Jiye Ja Raha Hoon
Kashish Koi Aisi Hai Jeene Mein *Arif*
Kashish Koi Aisi Hai Jeene Mein *Arif*
Kashish Koi Aisi Hai Jeene Mein *Arif*
Ke Mar Mar Ke Bhi Main Jiye Ja Raha Hoon
Piye Ja Raha Hoon Jiye Ja Raha Hoon
Jawani Ko Dhoka Diye Ja Raha Hoon
Piye Ja Raha Hoon Jiye Ja Raha Hoon

Poet : Khalid Mehmood Arif

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top