Dailymotion Link

Apna Gham Le Ke Kahin Aur Na Jaaya Jaaye By... by iftee555

Apna Gham Le Ke Kahin Aur Na Jaaya Jaaye

Ghar Mein Bikhri Howi Cheezon Ko Sajaaya Jaaye

Jin Charaghon Ko Hawaa’on Ka Koi Khauf Nahin

Unn Charaghon Ko Hawaa’on Se Bachaaya Jaaye
Unn Charaghon Ko Hawaa’on Se Bachaaya Jaaye
Ghar Mein Bikhri Howi Cheezon Ko Sajaaya Jaaye
Apna Gham Le Ke Kahin Aur Na Jaaya Jaaye

Khudkushi Karne Ki Hammat Nahin Hoti Sab Mein

Aur Kuch Din Yunhi Auron Ko Sataaya Jaaye
Aur Kuch Din Yunhi Auron Ko Sataaya Jaaye
Ghar Mein Bikhri Howi Cheezon Ko Sajaaya Jaaye
Apna Gham Le Ke Kahin Aur Na Jaaya Jaaye
Ghar Se Masjid Hai Bohat Door Chalo Yun Kar Len

Kisi Roote Howe Bache Ko Hansaaya Jaaye
Kisi Roote Howe Bache Ko Hansaaya Jaaye
Ghar Mein Bikhri Howi Cheezon Ko Sajaaya Jaaye
Apna Gham Le Ke Kahin Aur Na Jaaya Jaaye

Poet : Nida Fazli

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

Top