Khud Se Bhi Door Nikal Aaya
Khud Se Bhi Door Nikal Aaya
Ab Aur Kahan Tak Jaon Main
Dil Phir Bhi Tumko Hi Chaahe
Dil Phir Bhi Tumko Hi Chaahe
To Dil Ko Kya Samjhaon Main
Khud Se Bhi Door Nikal Aaya
Khud Se Bhi Door Nikal Aaya
Main Shah E Zamaana Tha
Saari Makhlooq Riaaya Thi Meri
Main Shah E Zamaana Tha
Saari Makhlooq Riaaya Thi Meri
Ab Mujhse Sabaq Lo Hum Nafaso
Ab Mujhse Sabaq Lo Hum Nafaso
Har Gaam Pe Thokar Khaon Main
Khud Se Bhi Door Nikal Aaya
Khud Se Bhi Door Nikal Aaya

Jo Saath Tumhare Beet Gaya
Meri Umar Wohi Ek Lamha Tha
Jo Saath Tumhare Beet Gaya
Meri Umar Wohi Ek Lamha Tha
Ab Tanha Tanha Jeene Se
Ab Tanha Tanha Jeene Se
Behtar Hai To Mar Jaon Main
Khud Se Bhi Door Nikal Aaya
Khud Se Bhi Door Nikal Aaya
Main Ishq Musafir Hoon
Mera Andaz Judaa Hai Auron Se
Main Ishq Musafir Hoon
Mera Andaz Judaa Hai Auron Se
Sukh Baant Ke Saari Duniya Mein
Sukh Baant Ke Saari Duniya Mein
Khud Khushi Se Dukh Apnaon Main
Khud Se Bhi Door Nikal Aaya
Khud Se Bhi Door Nikal Aaya
Ab Aur Kahan Tak Jaon Main
Dil Phir Bhi Tumko Hi Chaahe
Dil Phir Bhi Tumko Hi Chaahe
To Dil Ko Kya Samjhaon Main
Khud Se Bhi Door Nikal Aaya
Khud Se Bhi Door Nikal Aaya

Poet : Farhat Shahzad

Post a Comment

Let Me Know If You Want Any Specific Ghazal Lyrics Or Any Word Meaning I Will Try My Best To Reply Fast.

 
Top